Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Sey Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Lafz Sey Ashaar

    Paani

    is dor key fankaar ki khwahish hai keh Mohsin
    paani mein kabhi daaira_e_purkaar bnaa dey
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Lafz Sey Ashaar

      is

      Mai chup rahe to aur galat fehmiya berhe
      vo bhe suna ha is nay jo ma ny kaha nahe

      Comment


      • Re: Lafz Sey Ashaar

        Nahin

        Main ney roka bhi nahin aur woh thehra bhi nahin
        hadisa kya huwa, jissey dil ney bhulaya bhi nahin
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Lafz Sey Ashaar

          Wo




          Wo to sadiyoon ka saffer ker k yahaan puhncha tha
          To ne munn pheer k jiss shukhus ko dekha bhe nahi

          Comment


          • Re: Lafz Sey Ashaar

            Originally posted by Reham
            Wo




            Wo to sadiyoon ka saffer ker k yahaan puhncha tha
            To ne munn pheer k jiss shukhus ko dekha bhe nahi
            KO

            shehar ki be'chiragh galiyon mein
            zindagi tujh ko dhoondti hai abhi
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Lafz Sey Ashaar

              Originally posted by Reham
              Wo




              Wo to sadiyoon ka saffer ker k yahaan puhncha tha
              To ne munn pheer k jiss shukhus ko dekha bhe nahi
              Really Nice One.....

              shehar ki be'chiragh galiyon mein
              zindagi tujh ko dhoondti hai abhi
              Its too nice bhai

              Comment


              • Re: Lafz Sey Ashaar

                Originally posted by Masood
                KO

                shehar ki be'chiragh galiyon mein
                zindagi tujh ko dhoondti hai abhi
                Zindagi

                zindage aazaad the aazaad ha tere baghair
                kad sahl - e- marg bhe dushwar ha tere baghair
                tery khatir mujse milty hon gay verna kia sabab
                mujhse her ek dost kio bayzaar ha tere baghair

                Comment


                • Re: Lafz Sey Ashaar

                  Originally posted by aik_lerki
                  Zindagi

                  zindage aazaad the aazaad ha tere baghair
                  kad sahl - e- marg bhe dushwar ha tere baghair
                  tery khatir mujse milty hon gay verna kia sabab
                  mujhse her ek dost kio bayzaar ha tere baghair
                  Dost

                  Dil mein teri soorat basaaey kyun na itraey Masood
                  Khuda na karey kabhi ho teri yaad sey ghafil aey dost
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Lafz Sey Ashaar

                    Dil

                    Ab dil ki khalwaton main tum aa ker kiya kero gay
                    hum aarzoo ki sham'ain kab ki bujha chuky hain

                    Comment


                    • Re: Lafz Sey Ashaar

                      Aarzu

                      Teri dua hai keh teri aarzu ho poori
                      meri dua hai keh teri aarzu badal jaey

                      iqbal
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Lafz Sey Ashaar

                        mere

                        Ziker shab- e - firaaq sy wehshat isay bhe the
                        mere tarah kise se mohabat usay bhe thee
                        mujh ko bhe shooq tha na'ay chahron ki deed ka
                        rasta badal ker chalny ki adat usay bhe thee

                        Comment


                        • Re: Lafz Sey Ashaar

                          wah je wah kiashier kaha ap ny

                          Comment


                          • Re: Lafz Sey Ashaar

                            kia kehny ap ky:rose :salam:

                            Comment


                            • Re: Lafz Sey Ashaar

                              Originally posted by Mehak View Post
                              khwaab
                              nice
                              Attached Files
                              Last edited by ; 7 September 2006, 22:19.

                              Comment


                              • Re: Lafz Sey Ashaar

                                bohat khoob hai achha lga parh kar

                                tamam ashaarr bohat achee hai

                                khas toor per yeh

                                :masha

                                Comment

                                Working...
                                X