Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Sey Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Lafz Sey Ashaar

    Jab

    Jab lahoo bol parrey, uski gawahi key khilaaf
    qaazi-e-shehar kuchh is baat mein irshad karey

    parveen shakir
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Lafz Sey Ashaar

      mein

      Mat Bana Usko Apni Tamana'on Ka Markaz
      Chaand Harjayee Hai Har Ghar Mein Utar Jata Hai
      :rose

      Comment


      • Re: Lafz Sey Ashaar

        Chaand

        Insha ji yeh aur nagar hai is bastee ki yehi reet yehi
        sab ki apni apni aankhein sab ka apna apna chaand

        ibn-e-inshaa
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Lafz Sey Ashaar

          Bastee
          Apnay daiss may, apni bastee may, apna bhee to ik gharr tha
          Jitni sundar thee woh bastee, outna woh gharr bhee sundar tha

          Comment


          • Re: Lafz Sey Ashaar

            Gharr
            Ab dekhnay ko reh gaya kiya
            Aik Gharr ka sanaata,aik shaam-e-tanhai
            Last edited by hayaa_n; 2 January 2006, 00:53.
            :roseENIGMA:rose

            Comment


            • Re: Lafz Sey Ashaar

              Tanhai
              Tanhaai bhee tanha ho kay mujh say milnay aati hay
              khamoshi khamosh labo'n say raaz sunanay aati hay

              Hayaa_ñ
              Last edited by Enigmatic; 2 January 2006, 00:52.

              Comment


              • Re: Lafz Sey Ashaar

                Mujh

                Gher moom say pehly to banaya nahe jata
                ban ja'ay to suraj say bachaya nahe jata
                ab tum ho muqabil to mujh ko harna hoga
                tum ko to mere jaan haraya nahe jata

                Comment


                • Re: Lafz Sey Ashaar

                  haar

                  dono jahan teri muhabbat mein haar key
                  woh jaa raha hai koi shab-e-gham guzar key
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Lafz Sey Ashaar

                    wo

                    Wo mery chahry ko perhny wala wo mere aankhon main basny wala
                    wo aaj mujh sy mila aisay jaisay sadyoon ka faasla tha

                    Comment


                    • Re: Lafz Sey Ashaar

                      Woh

                      woh merey saamney tasweer baney baithey hain
                      merey har khawab ki ta'beer baney baithey hain
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Lafz Sey Ashaar

                        Saamnay

                        yay naam uska mery saamnay liya kis nay
                        damak utha hai nigahon main mahtab koe

                        Comment


                        • Re: Lafz Sey Ashaar

                          Merey


                          hona tou wohi hay jo muqadder mein likha hai!!!!!!
                          mager woh MEREY khwab,MEREY khwab,MEREY khwab


                          Never trust blindly!!!!

                          _______________________________



                          _____________________________________________

                          Comment


                          • Re: Lafz Sey Ashaar

                            Originally posted by Khushi
                            Merey


                            hona tou wohi hay jo muqadder mein likha hai!!!!!!
                            mager woh MEREY khwab,MEREY khwab,MEREY khwab
                            :thmbup: :thmbup: one of my fav khushi :)

                            Khawab

                            Kis aankh mein khawabon key nahin aks utartey
                            hai kaun jo sochon ka sikander nahin hota
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Lafz Sey Ashaar

                              Aankn

                              Itnuy chupke say mery dil main sama'ay ho
                              dil to kya mere aankh ko bhe khaber na hoe

                              Comment


                              • Re: Lafz Sey Ashaar

                                aslaam_u_alikam

                                aankh/aankhon

                                terye badley huye lehjey ki kasam
                                terii aankhon main ekhlaas abhi
                                to jo samjhaa thaa main nahin wo magar
                                phir bhi terey liye hun khaas abhi

                                Comment

                                Working...
                                X