Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Sey Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Lafz Sey Ashaar

    raston
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Lafz Sey Ashaar

      Mery

      Mery khawabo ny mujhko rulalya bohat
      jism - o - jaan ko jiger ko jalaya bohat
      jin pay hum nay kiya aetabar - e- wafa
      inhe apno ny humko aazmaya bohat

      Comment


      • Re: Lafz Sey Ashaar

        lafz: AETBAAR
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Lafz Sey Ashaar

          wafa


          hum mubtalaye ehsas the hur giz na keh sake
          khamoosh hi rahe keh taqaza wafa ka tha
          tark e taluqaat ke asbab kia batain
          bas ho gae juda keh swaal ana ka tha

          Comment


          • Re: Lafz Sey Ashaar

            Lafz KHAMOSH sey:
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Lafz Sey Ashaar

              samandar


              ik moj bhi mil jaye ager muj ko silay main
              behte hue derya ko samandar se nikalon

              Comment


              • Re: Lafz Sey Ashaar

                Lafz hai SILA
                Attached Files
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Lafz Sey Ashaar

                  Dosti

                  Najanay kio mere aankhon mai aa ga'ay aanso
                  kise nay hath barhaya jo dosti kay liay

                  Comment


                  • Re: Lafz Sey Ashaar

                    ankhain


                    dekhi hai us ki ankh main pehle dafa nami
                    yon lag raha hai jaise samandar udaas hai

                    Comment


                    • Re: Lafz Sey Ashaar

                      Us

                      janay kio ab raton ko jagna acha lagta hai
                      jo aa ker humsy jhoot khay wohi sacha lagta hai
                      us say milny ko liay machalta ha bar baar
                      dil humay apna ek rotha hoa bacha lagta hai

                      Comment


                      • Re: Lafz Sey Ashaar

                        Raat
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Lafz Sey Ashaar

                          Lab

                          labon per geet to aankhon ma khawab rakhty thay
                          kabhe kitabon mai hum bhe gulaab rakhty thay
                          kabhe kise ka hota tha jo intazaaar humay
                          bara he sham - o - sehar ka hisaab rakhty thay

                          Comment


                          • Re: Lafz Sey Ashaar

                            kitaab

                            un se poochna kabhi chehre bhi perhay hain tum ne
                            wo jo kitabon ki kiya kerte hain batain aksar

                            Comment


                            • Re: Lafz Sey Ashaar

                              Lafz CHEHRA
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Lafz Sey Ashaar

                                chehra


                                bohat mushkil hia chehron se kise ka raaz perh lena
                                jo gehre log hote hain wo pehchane nahi jate

                                Comment

                                Working...
                                X