Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Sey Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Lafz Sey Ashaar

    NAAM

    tumhara naam likhne ki ijazat chin gae jub se
    koi bhi naam likhta hoon to ankhain bheeg jate hain

    Comment


    • Re: Lafz Sey Ashaar

      Aankhain

      sochte rehte hon aankhain band ker ky din raat
      mai ny dekha jo khule aankhon vo kesa khab tha

      Comment


      • Re: Lafz Sey Ashaar

        soch

        sochte hain tujhe wazo ker ke
        yon tera ehtraam kerte hain

        Comment


        • Re: Lafz Sey Ashaar

          Tujhay

          Tujhay kho ker kise say piaar hona chahiye tha
          humay itna to dunya daar hona chahiye thaa
          samajh main nahe aata kay tere daastan main
          hamara koun sa kirdaar hona chahiye thaa

          Comment


          • Re: Lafz Sey Ashaar

            BAAT KIRDAR KI HOTY HAI WAGARNA AARIF
            QAD MEIN INSAAN SE SAYA BHI BARA HOTA HAI
            sigpic

            Comment


            • Re: Lafz Sey Ashaar

              Originally posted by Eshaa_wellwisher
              BAAT KIRDAR KI HOTY HAI WAGARNA AARIF
              QAD MEIN INSAAN SE SAYA BHI BARA HOTA HAI
              10/10 Zabardast :)
              Attached Files
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Lafz Sey Ashaar

                Hum

                Kise say nata ya to hum jora nahe kerty
                mila lain hath kise say to umer bhar chora nahe kerty
                humay maloom hai kay jeet bil akhir hamare hai
                so hum waqte shikaston pay dil chota nahe kerty

                Comment


                • Re: Lafz Sey Ashaar

                  ham Ko
                  Attached Files
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Lafz Sey Ashaar

                    Dil

                    Itny chupke say dil main sama'ay ho
                    Dil to kiya mere aankh ko bhe khabar na hoe
                    hum nay yay soch liya kay umer guzaray gay lakin
                    tery sath aik shaam bhe basar na hoe

                    Comment


                    • Re: Lafz Sey Ashaar

                      Chupkey
                      Attached Files
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Lafz Sey Ashaar

                        Aanso

                        najany koun sa aanso kise say kiya keh day
                        hum is khayal say nazrain jhuka'ay baithy hain

                        Comment


                        • Re: Lafz Sey Ashaar

                          Originally posted by aik_lerki
                          Aanso

                          najany koun sa aanso kise say kiya keh day
                          hum is khayal say nazrain jhuka'ay baithy hain

                          Mujhay bhi Aansu par hi likhna hay? ....

                          Yeh soch kay palkon pay chupa leta hoo'n aansu
                          Gir kar yeh meri aankh say ho jaey na be'ghar

                          Aankh
                          Last edited by hayaa_n; 30 December 2005, 21:59.
                          :roseENIGMA:rose

                          Comment


                          • Re: Lafz Sey Ashaar

                            Umm nahe
                            uper jo shair ho us mai sy koe bhe word select ker ky us say likh sakty hain .. :)


                            Janay wo kis kay khawab ki tabeer ho gaya
                            aankhon main mere khawab saja raha tha jo

                            Comment


                            • Re: Lafz Sey Ashaar

                              Aankhein

                              zameen tewar badalti hai falak aankhein dikhata hai
                              har ik manzar sey aankhon ko juda kaisey kiya jaey?
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Lafz Sey Ashaar

                                Juda

                                Mizaj hum say juda na tha us ka
                                jab apnay tour hi ye thy kiya gila us ka
                                wo apnay za'am main tha bay khabar raha mujhsy
                                usay maloom nahe main nahe raha us ka

                                Comment

                                Working...
                                X