Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Sey Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Lafz Sey Ashaar

    Thankx Saima :)
    Attached Files

    Comment


    • Re: Lafz Sey Ashaar

      "Tanhayi" aur "Khuwab"

      Kanp outh'ti houn yeh soch ke tanhayi mein
      Mere Chehrey pe tera naam na parh lai koi
      Jis tarah mere khuwab ho'n gayeh reza reza
      Is tarah se na kabhi toot ke bikhrey koi ...
      sigpic

      Comment


      • Re: Lafz Sey Ashaar

        ESHQ...KHOAB

        Jahaan pa eshq ki sarhad janoon sa milti hay
        Wahaan pa aa k milay wo agar muhabaat hay
        Bohaat hain khoab magar khoab hi sa kia ho ga
        Hamaray darmian jo hael hay wo hakikaat hay

        Comment


        • Re: Lafz Sey Ashaar

          Originally posted by eman
          ESHQ...KHOAB

          Jahaan pa eshq ki sarhad janoon sa milti hay
          Wahaan pa aa k milay wo agar muhabaat hay
          Bohaat hain khoab magar khoab hi sa kia ho ga
          Hamaray darmian jo hael hay wo hakikaat hay

          ishq

          Aaj tou bay-sabab udaas hai jee
          Ishq hota tou koi baat bhi thi

          Comment


          • Re: Lafz Sey Ashaar

            Yonhi bay sabab na phira kero
            koi shaam gher bhe raha kero
            wo gazal ki sachii kitab hai
            usay chupke chupke perha kero

            Comment


            • Re: Lafz Sey Ashaar

              Ghazal

              Ghazal mein dard rangeen tu ney Asgher bhar diya aisa
              keh is maidan mein rotey rahein gey nooha khawaan barson
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Lafz Sey Ashaar

                Roony

                Jo loog pochty hain kio surkh hain aankhain
                to aankh mal kay kehta hon raat so na saka
                hazaar chahon ky ye na keh sakon ga kabhe
                kay raat roony ki khawahish the aur ro na saka

                Comment


                • Re: Lafz Sey Ashaar

                  Log

                  Dhoond ujrey huwe logon mein wafa ke moti
                  Yeh khazane tujhe mumkin hai kharabon mein milein
                  :rose

                  Comment


                  • Re: Lafz Sey Ashaar

                    Wafa

                    Log kya khoob wafaoun ka sila detey hain
                    har naey morr pe ik zakh ney detey hain
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Lafz Sey Ashaar

                      Morr

                      abhe raah main kae morr hain koi ay ga koi ja'ay ga
                      tumhain jis kise nay bhula diya usay bhonlnay ki dua kero

                      Comment


                      • Re: Lafz Sey Ashaar

                        Dua "


                        Suntey hain ke mil jati hai her chiz dua se
                        Ek roz tujhey mang ker dekhey gai khuda se
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Lafz Sey Ashaar

                          Ek

                          Ek shakhs mery dil main kuch aise utar gaya
                          jesy vo jaanta ho mery dil kay raasat

                          Comment


                          • Re: Lafz Sey Ashaar

                            Originally posted by aik_lerki
                            Ek

                            Ek shakhs mery dil main kuch aise utar gaya
                            jesy vo jaanta ho mery dil kay raasat

                            :)
                            Attached Files

                            Comment


                            • Re: Lafz Sey Ashaar

                              Shakhs

                              Woh to sadiyon ka safar ker key yahan pohancha tha
                              tu ney jis shakhs ko aankh aankh utha ker dekha bhi nahin
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Lafz Sey Ashaar

                                sadyon

                                Aik lamhy main simat aya sadyn ka safar
                                zindage taiz bohat taiz chale ho jesy

                                Comment

                                Working...
                                X