Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Sey Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Lafz Sey Ashaar

    Aatish

    Na poochh aalam-e-bargashta taleii Aatish
    barasti aag jo baraan ki justgoo kartey

    Aatish
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #92
      Re: Lafz Sey Ashaar

      Originally posted by Masood
      Aatish

      Na poochh aalam-e-bargashta taleii Aatish
      barasti aag jo baraan ki justgoo kartey
      Aatish
      aag
      Attached Files

      Comment


      • #93
        Re: Lafz Sey Ashaar

        Aag

        Yeh ishq nahin aasan, bas itna samajh lein
        ik aag ka darya hai aur doob key jana hai
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #94
          Re: Lafz Sey Ashaar

          Originally posted by Masood
          Aag

          Yeh ishq nahin aasan, bas itna samajh lein
          ik aag ka darya hai aur doob key jana hai

          ishq
          Attached Files

          Comment


          • #95
            Re: Lafz Sey Ashaar

            ishq

            ishq kee aakhri hadd'on mein hoan
            raakh hoan aur jal nahi sakta

            Comment


            • #96
              Re: Lafz Sey Ashaar

              shola tha JAL bujha hoon hawayen na do mujhey
              ab tum to zindagee ki duayen na do mujhey :rose




              Comment


              • #97
                Re: Lafz Sey Ashaar

                hawa

                hawa kee dore jo ulajhti ungliyoan say kabhi
                ham aasmaan per tera naam tak saja daytay

                Comment


                • #98
                  Re: Lafz Sey Ashaar

                  Originally posted by - aa -
                  hawa

                  hawa kee dore jo ulajhti ungliyoan say kabhi
                  ham aasmaan per tera naam tak saja daytay
                  bohut khoob:rose
                  naam


                  kabhi kabhi too muhabbatoon key yaqeen lehjey mein guftagu hoo
                  kabhi too mera naam bhee aayey teri wafa ki kahanyoon mein
                  Qaffas-e-hijr mein
                  saansoon ka amal
                  jarii tou hey magar
                  zindagii hey kahaan
                  dhoondh raha hoon
                  sagarkhan:rose

                  Comment


                  • #99
                    Re: Lafz Sey Ashaar

                    chup chap sabhi lafz usey dekhtey rahey
                    baton main apni bat ka lehja badal gya :)




                    Comment


                    • Re: Lafz Sey Ashaar

                      lafz

                      woh aik lafz kee khushboo naa rakh saka mehfooze
                      mein ous kay haath mein saari kitaab kia daytaa

                      Comment


                      • Re: Lafz Sey Ashaar

                        hath chootey bhi to rishtey nahi choora kartey
                        waqt ki shakh sey lamhey nahi toara kartey




                        Comment


                        • Re: Lafz Sey Ashaar

                          Originally posted by - aa -
                          lafz

                          woh aik lafz kee khushboo naa rakh saka mehfooze
                          mein ous kay haath mein saari kitaab kia daytaa
                          BOHUT KHOOB :rose
                          per acha naheyn key aap shair ki jagha shaira key ashaar paish kareyn
                          Haath

                          tera hii naqsh ubharta raha lakeeroon mein
                          uthaeyey haath jo mein ney kabhi duaa key leyey
                          Qaffas-e-hijr mein
                          saansoon ka amal
                          jarii tou hey magar
                          zindagii hey kahaan
                          dhoondh raha hoon
                          sagarkhan:rose

                          Comment


                          • Re: Lafz Sey Ashaar

                            aisay theek hai ...

                            lakeerain

                            ab to haath'on say lakeerain bhi miti jaati hain
                            ous ko kho ker to meray paas raha kuch bhi nahi

                            Comment


                            • Re: Lafz Sey Ashaar

                              DuA

                              hey dua yad magar hurf e dua yad nahi
                              merey naghmat ko andaz e nawa yad nahi :rose




                              Comment


                              • Re: Lafz Sey Ashaar

                                Originally posted by kanwal
                                hath chootey bhi to rishtey nahi choora kartey
                                waqt ki shakh sey lamhey nahi toara kartey
                                hamesha der ker dayti ho

                                Comment

                                Working...
                                X