Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

    Dali dali dali har dali per nazar dali, har chaman per dali,
    jis dali per nazar dali woh mali ne kaat dali.:khi:

    Comment


    • #92
      Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

      Dard jab hud say barha , zabt kay aanso likhay
      Hum nay seekha he nahe aankh say roona

      Comment


      • #93
        Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

        dil ye kahta hai ke shaid ho fasoorda tu bhi
        dil ki kia baat kurain dil to hai nadan janaan
        Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
        Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

        Comment


        • #94
          Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

          :cc:

          Comment


          • #95
            Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

            Dil ka dard chupana kitna mushkil hai
            tout k phir muskurana kitna mushkil hai
            dour tak chalo kise kay sath to phir
            tanha lout ker aana kitna mushkil hai

            Comment


            • #96
              Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

              da-eray chand hein gardish mein azal se jo yehan
              koi bhi cheez hameysha nahi rehnay deytay
              waqiii Noor liyay phirtay hein sar pey koi
              apnay atraaf mein jo saya nahi honay deytay

              Comment


              • #97
                Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                Do chaar din ki baat hai dil khaak ma mil jay ga
                jab aag py kaghaz rakha baki bacha kuch b nahe
                socha nahe acha bura dekha suna kuch bhe nahe
                manga khuda din raat tery siwa kuch bhe nahe

                Comment


                • #98
                  Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                  DIN, jis k liyay raaat baray karb mein kaati
                  Sayuon k taaqub mein guzar ja-ay gaa aaakhir

                  Comment


                  • #99
                    Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                    Dil to kiya cheez hain hum rooh ma utray hain
                    Tum nay chaha he nahe chahny walon ki tarah

                    Comment


                    • Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                      dard-e-dil paas-e-vafaa jazbaa-e-imaaN hona
                      aadamiyat yahi hai aur yahi insaaN hona

                      Comment


                      • Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                        Din kuch aisay guzaarta hai koi
                        Jaisay ehsaan utaarta hai koi
                        Dil mai kuch yun sambhaalta hun gham
                        Jaisay zevar sambhaalta hai koi
                        Aaina daikh kar tassali hui
                        Hum ko is ghar mai jaanta hai koi
                        Pakk gaya hai shajar pay phal shayad
                        Phir say pathar uchaalta hai koi
                        Der say goonjtay hain sanaatey
                        Jaisay hum ko pukaarta hai koi

                        Comment


                        • Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                          Dil se chiraagh kiya bujha aankhain dhuoa dhuoa hoe
                          kehnay ko apny aas paaas kitnay he mahtaab thaay

                          Comment


                          • Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                            Din kuch aisay guzaarta hai koi
                            Jaisay ehsaan utaarta hai koi
                            Dil mai kuch yun sambhaalta hun gham
                            Jaisay zevar sambhaalta hai koi
                            Aaina daikh kar tassali hui
                            Hum ko is ghar mai jaanta hai koi
                            Pakk gaya hai shajar pay phal shayad
                            Phir say pathar uchaalta hai koi
                            Der say goonjtay hain sanaatey
                            Jaisay hum ko pukaarta hai koi

                            Comment


                            • Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                              dasht-e-shab par dikhaii kiya den gi
                              silvaTein roshani mein obharein gi

                              ghar kii diivaarein mere jaane par
                              apni tanha-iyon ko sochein gi

                              Comment


                              • Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                                Dali dali dali har dali per nazar dali, har chaman per dali,
                                jis dali per nazar dali woh mali ne kaat dali.

                                Comment

                                Working...
                                X