Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

    Assalam O Aliukum,

    Yehaan aap sab harf "DAAAL" se shuroo honey ashaar share ker saktey hein

    jesey wo ashaar jin main Dunya, DIL, etc se starting ho :)
    shukryaa.


    daayam pa.Daa huaa tere dar par nahii.n huu.N mai.n
    Khaak aisii zindagii pe ke paththar nahii.n huu.N mai.n
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

    Dil to chaha per shikast-e-dil ne mohlat hi na di,
    Kuch gila shikwa bhi ker leta manajatoon keh baad

    Comment


    • #3
      Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

      Dil bhi pagal hay k os shakhs se wabasta hay....
      jo kisi aur ka honay de, na apna rakhay.......
      :36_3_10[1]: :rose Jagga :rose :tauba

      Comment


      • #4
        Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

        Dil diya jaan k ku us ko wafadar Asad
        Ghaliti ki k jo kafir ko muslaman samjhaa

        Comment


        • #5
          Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

          Dil peh laakhoon lafz,kundah kar gai uski nazar
          aur kehnay ko abhi us nay kaha kuchh bhi nhi

          Comment


          • #6
            Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

            Dil ki qeemat to mohabbat k siwa kuchh bhi nah thi
            jo milay soooorat-e-zaiba k khareeeedaar milay

            Comment


            • #7
              Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

              Deewaaar kya giri miray khastah makaan ki
              loogooon nay meray sehn mein rastay bana liy

              Comment


              • #8
                Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                HUM LOG SUMENDER KIE TARA WASEE MAZAG RAKHTA HAUN

                DIL MAIN LAKH DARD HOO CHERAA PAA SCHOON RAKHTA HAIN

                Amanat Hussain Anjum Sharjah U A E

                Comment


                • #9
                  Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                  tum lakh chappo ahsas hameri chhat ka
                  dil tumara jab be darka hai awaz yahan tak i hai

                  Comment


                  • #10
                    Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                    Dil k aaata hi nhi tark-e-tamanna ki tataf
                    koi iqraar ka pehlu , teray inkaar mein tha

                    Comment


                    • #11
                      Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                      daykhi honton ki hansi ,zakhm nah daykha dil ka
                      aap ooroon ki tarah kha gaaay dhooka kaysay

                      Comment


                      • #12
                        Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                        do chaar din hay aur ye khuwabon ka silsila
                        phir hashar tak rahay ga ,, azabon ka silsilaa !!

                        Comment


                        • #13
                          Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                          Dil k Darya ko kisi roz utar jana hai
                          Itna Be simat na lot k ghar jana hai
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                            Dil ki masom ragen khud hee sulagtee hon gi,
                            Jonhee tasweer ka kona wo jalati ho gi,

                            Comment


                            • #15
                              Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                              Dushman ko bhi seenay say lagana nahi bhoolay,
                              Hum apnay wasal ka zamana nahi bhoolay !

                              Comment

                              Working...
                              X