Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

    Dil ky rishty ka koe ka naam nahe hota
    mana ky is ka koe anjaam nahe hotaa
    ager nibhany ki chahat ho dono taraf
    tamaam umer koe rishra nakaam nahe hota
    Last edited by aik_lerki; 6 September 2007, 22:09.

    Comment


    • #77
      Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

      dil k halat ko apnoon se chupana kiesa
      pyar kertay ho to phir pyar chupana kiesa
      hum ko yun choor k kyoun rooz chalay jatay ho
      dil lagaya hai to phir dil ko dukhana kiesa

      Comment


      • #78
        Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

        Dard say sanwaari hai rooh - e - zindagi hum nay
        dard ko na raas aae zindagi to kiya hoga

        Comment


        • #79
          Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

          Dil se dil ka rabta acha laga
          Aaj us ko sochna acha laga
          Jate jate akhri lamhaat main
          Mur ker us ka daikhna acha laga

          Comment


          • #80
            Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

            Dil to kiya cheez hai , hum rooh ma utray hain
            Tum nay chaha he nahe chahnay walo ki tarah

            Comment


            • #81
              Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

              Dast to dast darya bhi na choray hum
              behr-e-zulmat mein dora diye ghoray hum ne

              Comment


              • #82
                Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                Dali dali dali har dali per nazar dali har chaman per dali
                jis dali per nazar dalli wohi mali nay kaat dali

                Comment


                • #83
                  Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                  dab-dabaa aayii wo aaNkhein jo meraa naam aayaa
                  ishq naakaaam sahii phir bhii bohat kaam aayaa

                  Comment


                  • #84
                    Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                    Dali Dali pata pata hal hamara janay ha
                    janay na jany gul he na janay bagh tu sara jany ha

                    Comment


                    • #85
                      Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                      Originally posted by baqarkashmiri View Post
                      Dali Dali pata pata hal hamara janay ha
                      janay na jany gul he na janay bagh tu sara jany ha
                      Sher tu kuch aur nahi..............
                      .patta patta boota boota ...........Haal hamaara janay hai:hathora

                      Comment


                      • #86
                        Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                        dard-e-dil mein kamii na ho ja-ay
                        dostii dushmanii na ho ja-ay

                        tum merii dostii kaa dam na bharo
                        aasmaaN mudda`ii na ho ja-ay

                        Comment


                        • #87
                          Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                          dil se poucho es dil mein
                          Kitna dard hai
                          Har Shaks hi Apni Majbori per
                          Kitna baabas hai
                          kio kya samjhe ga kesi ka haal-e-dil
                          Jis pe guzarti hai sirf wohi jaanta hai
                          Has rahe hai jo chahre un ki aankhon se poucho
                          En mein Kitna silaab hai
                          Dard mein Bhi muskrana
                          kitna dardnaak hai
                          Palkon mein jo aanso chupa hai un aansowoh se poucho
                          woh bahney ko kitne betaab hai
                          Bus ab to intizar hai Mout ka bus har pal yehi socho
                          "baqar" Kitni baki Zindagi hai

                          Comment


                          • #88
                            Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                            dil mein kis darjaa bedili hai abhi
                            har Khushii jaise ajnabi hai abhi

                            phir baRhe hain qadam teri jaanib
                            tere Gham mein bhii dil-kashi hai abhi

                            Comment


                            • #89
                              Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                              DEKHO
                              JASAY MARE ANKHEN
                              SALAM ROOM MEMBERS
                              !ya oumar tum hare asee hay!
                              jab assman say taray toot k la ana bhi
                              such much momkin lagta hay!
                              shahar har abaad elaqa,
                              ; apna angan lagta hay;
                              Yon lagta hay jasay har din"
                              har manzar"
                              tum say ejazat la kar apni shakal banata hay!
                              jo chaho ho jata hay:jo sucho,wo ho sakta hay!
                              lakin aa iss kechi oumar ki baresh mein phirti larki!
                              ya badal jo aaj tum hare ghar pa ruk k tum say batan karta hay!
                              aik saya hay,
                              tum say phala or tum haray bad k har mosam mein ya
                              har ghar mein iss he tarhan; dhoka baanta phirta hay!
                              subha azal say shaam abad tak!aik he khaal or aik he manzar dekh na wali ankhon ko har bar dekha ya jata hay
                              ;Aa sapno ki saaj pay sona jaagnay wali pyari larki!
                              taray khowab,
                              lakin itna dehaan mein rakhna jewan ki iss khowab k saray manzar waqt k qade hota hain jo,
                              apni roo mein:
                              in ko saath lajatay hay or mahmeez kiya jata hain!
                              :dekh nay wali ankhen pecha rah jati hain:
                              DEKHO JASAY MARI ANKHEN

                              Comment


                              • #90
                                Re: "DaaaL" Se Shuroo honay waaley asha'ar ..

                                Doosti bhe kabhe rahe hoge
                                dushmani by sabab nahe hote

                                Comment

                                Working...
                                X