Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

    Udas, Udasi, Mayoos, Mayoosi, Beqraar, Beqrari, Pareshan, Pareshani
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

    :rose
    Attached Files

    Comment


    • #3
      Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

      Tujhe Ek nazar dekhney kay liyeh' Kis qadar beqarar hai hum
      Tere aaney ki umeed bhi nahi' Phir bhi mehw-e-intizar hain hum
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

        Dukh,Udaase,Aansoo,Raat aur Intazaar likh mery naam
        piyaar kay saary rang merey mola isay day day

        Comment


        • #5
          Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

          Nigahein derr per lagi hain' oudaas baithey hain

          Janey kis k aaney ki lai k hum aas baithey hain
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

            tang aa chuke hen kashmaksh zindagi se hum
            thokra na den jaha ko kahi bedili se hum.
            mayosi maal o mohobat na pochiye
            apno se paish aay hen begangi se hum.

            Comment


            • #7
              Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

              Udaas
              Attached Files
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

                Baharen rukhsat hone lagi, phoolon peudaasi chaane lagi
                Jalte hue chiraago ko, jaise bhuja raha ho koi

                Comment


                • #9
                  Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

                  beqarari si beqarari hai
                  din bhi bhaarii hai raat bhaarii hai

                  zindagi ki bisaat par aksar
                  jiitii baazii bhi ham ne haari hai

                  toDo dil mera shauq se toDo
                  chiiz meri nahin tumhari hai

                  baar-e-hasti uThaa saka na koi
                  ye Gam-e-dil jahaaN se bhaarii hai

                  aaNkh se chhup ke dil men baiThe ho
                  haa_e kaisi ye pardaa-daari hai

                  Comment


                  • #10
                    Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

                    Le gya cheen k kaun ajj tera sabr-o-qarar
                    be qarari tujhe ai Dil kabhi aisi tu na thi

                    Comment


                    • #11
                      Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

                      :rose :rose :rose
                      Attached Files

                      Comment


                      • #12
                        Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

                        Pareshan :)
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

                          Udasiyan Joo na Latay Too or kia kartay
                          Ham Jasha-e-Shola Na Manatay Too or kia kartay
                          Andheara Mangnay Aya Tha Ham Say Rooshni K Bheak
                          Ham Apna Ghar Na Jalatay Too or kia kartay

                          Comment


                          • #14
                            Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

                            Udas:
                            Attached Files
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: Is Haftey Ka Lafz (25/6-02/7): Udasi, Mayoosi, Beqrari, Pareshani

                              Udaas kerny lage hai us ki bay rukhe verna
                              hum bhe kabhe hava'on ky rukh badalty thay

                              Comment

                              Working...
                              X