Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

    Is thread mein ttey aue cey sey shuru honey waley lafzon sey ashaar jama kiyey jaein gey...
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

    toota tilsm aihd-e-muhabbat kuch is tarah......
    phir Aarzoo ki shamaa firozaan na ho saki.....
    Last edited by ummid; 6 July 2006, 13:21.

    Comment


    • #3
      Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

      theek kehtey ho tum bhi meri jaan, magar ashk thamtey nahin
      toot jatey hain jab dil key deewar-o-dar, ask thamtey nahin
      saad ullah shah
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

        Originally posted by Masood
        theek kehtey ho tum bhi meri jaan, magar ashk thamtey nahin
        toot jatey hain jab dil key deewar-o-dar, ask thamtey nahin
        saad ullah shah
        inna sad shair...........

        Comment


        • #5
          Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

          Tapak aye shamaa Aansoo ban ke parvaane ki aankhon se........
          sarapaa dard ho'n, hasrat bhari hai dastaan meri.........................

          Comment


          • #6
            Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

            tapak tapak key kaheen gul bana kaheen laalaa
            chaman mein rang na laaya meraa lahoo kya kya

            Comment


            • #7
              Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

              toot'ta jaa raha hai rishta-e-umer
              yeh tera wadah wafa to nahin
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

                Tout Jaye Na baram Hont Hilaon kaysay
                Haal jaysa Bhi hay Tuj Ko Sonaon kaysay
                sigpic


                Comment


                • #9
                  Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

                  toot jaatey hein sab alfaaz o maanii key tilism
                  be zubaanii mein ajab koowat e gueaaii hey
                  Last edited by Baad-e-Saba; 8 July 2006, 09:43.

                  Comment


                  • #10
                    Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

                    tehniyaan sookhi dekhi hon jab
                    mujhey kuchh log yaad aatey hain
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

                      Toot Jatay hain Sabhi Rishtay Magar
                      Dil Se Dil Ka Rabta Apni Jagha
                      Dil Ko hai Tujh se Na Millnay Ka Yaqeen
                      Tujh Ko panay Ki Dua Apni Jagha
                      sigpic


                      Comment


                      • #12
                        Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

                        samar mil geya mujh ko meri dua ka
                        meri zindagi ab chamakney lagi hai
                        huwey door sab zindagi key andherey
                        ujalon ki manzil mujhey mil gaii hai
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

                          thehar gya tery rukh par merii nazar ban kar
                          wo khyaal, ik khyaal jo lafaz o beyaa mein dhal na saka

                          Comment


                          • #14
                            Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

                            Taron pay daalny ky liay jo kumand the
                            deevar apni raah mai us sy buland thee
                            vo shay jo us ny apny liay muntakhib na ke
                            wo cheez usko mery liay kion pasand the

                            Comment


                            • #15
                              Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar

                              Sana khawani meri maqbool ho gi mudaa ban ker
                              Hameed ashaar merey rang laein gey dua ban ker
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X