Is thread mein ttey aue cey sey shuru honey waley lafzon sey ashaar jama kiyey jaein gey...
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
"Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar
Collapse
X
-
Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar
theek kehtey ho tum bhi meri jaan, magar ashk thamtey nahin
toot jatey hain jab dil key deewar-o-dar, ask thamtey nahin
saad ullah shahtumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar
Originally posted by Masoodtheek kehtey ho tum bhi meri jaan, magar ashk thamtey nahin
toot jatey hain jab dil key deewar-o-dar, ask thamtey nahin
saad ullah shah
Comment
-
Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar
toot jaatey hein sab alfaaz o maanii key tilism
be zubaanii mein ajab koowat e gueaaii heyLast edited by Baad-e-Saba; 8 July 2006, 09:43.
Comment
-
Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar
samar mil geya mujh ko meri dua ka
meri zindagi ab chamakney lagi hai
huwey door sab zindagi key andherey
ujalon ki manzil mujhey mil gaii haitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: "Ttey" aur "Cey" sey shuru honey waaley ashaar
Sana khawani meri maqbool ho gi mudaa ban ker
Hameed ashaar merey rang laein gey dua ban kertumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment