Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

    Is haftey ham woh ashaar post karein gey jis mein MUSKRAHAT, HANSI, TABASSUM, KHANDAAN key alfaaz aaein ...
    Attached Files
    Last edited by Masood; 1 May 2006, 00:21.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

    Hadson ki zad main hain to muskurana chor dain
    zalzalon ky khoof say kiya gher banana chor dain
    tum nay jo mery pas na aany ki thane hai tou
    aanso'on say bhe kaho aankhon main aana chor dain

    Comment


    • #3
      Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

      :rose
      Attached Files
      That's Enough...!!

      Comment


      • #4
        Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

        Mast nazaron se dekh lena tha
        agar tamanna thi aazmaane ki
        Hum to behosh yoon hi ho jaatey
        kiya zaroorat thi muskuraaney ki
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment


        • #5
          Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

          Aankhon mein jitney Ashk thay Jugnoo sey bun gaey
          Woh muskuraaya, aur Meri Duniya badal gaya
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment


          • #6
            Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

            Jawaab soch ke Dil mein Woh muskuraatey hain
            Abhi Zubaan par Meri sawaal bhi tou na tha
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • #7
              Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

              Hujoom-e-Ghum meri haalat badal nahin sakta
              Mein kiya karoon, Mujhey aadat hai muskuraney ki
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment


              • #8
                Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

                Muskura ke Mila karo Hum sey
                Kuch kaha, kuch suna karo Hum sey
                Baat karney sey baat barhti hai
                Roz baatein kiya karo Hum sey
                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment


                • #9
                  Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

                  Assalaam-0-Alaikom:rose

                  laboon ko laakh tabassum say baaz rakh lakin
                  tairi tu aankhain buht muskaranay wali hain
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • #10
                    Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

                    Mudatton baad usay pa ker us raat
                    itna roya ky socho to hanse ate hai

                    Comment


                    • #11
                      Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

                      Hansi


                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

                        Tum etna jo muskura rahay ho
                        Kiya ghum hay jis ko chopa rahay ho
                        Aankhoon main nami hase laboon pa
                        Kiya haal hay kiya dikha rahay ho

                        Comment


                        • #13
                          Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

                          App sey mil k hum kuch badal sey gayee
                          Shair parhney lagey gungunaney lageyy
                          Pehley mashoor thi apni sanjeedgi

                          Abb tu jub dekhyeaa muskuraney lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

                            Mera Chehra Daykhnay Waalo Ko Kia Maloom Hay
                            Kitnay Ansoo P Gaya Hon Muskuraanay K Liye

                            Comment


                            • #15
                              Re: Is Haftey Ka Lafz "" Muskrahat ""

                              Meray Honton Pay Dikhaway Ka Tabassm Hay Magar ........
                              Meri Aankhon Main Udaasi K Diyay Jaltay Hain...

                              Comment

                              Working...
                              X