Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf sad poetry

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: sirf sad poetry

    Umar k uljhye huwe raston par

    Raat kali thi bohot

    Hum tere dhayan main gum the

    Aur phir har taraf phali huy

    Bekhayali thi bohot

    Aik sehmi huy umeed humari janib

    Tere bare main sawali thi bohot

    Hum ne bhi apni tamana ek ek

    Teri janib hi uchali thi bohot

    Aur jab louti to khali thi bohot

    Umar k uljhye huwe raston par

    Raat kali thi bohot

    Comment


    • #47
      Re: sirf sad poetry

      Barishoon k mosum main....
      Us ko yaad kernay ki...
      Aadatain purani hain...
      Ab ki baar socha hay...
      Aadatain badal dalain...
      Phir khayaal aaya hay...
      Aadatain badalnay say...
      Baarishain nahi rukteen...

      Comment


      • #48
        Re: sirf sad poetry

        Kabhi jo ehsaas ho tum ko
        Ke tum accha nahi karte
        Jo mujh ko yun rulate ho
        Lahu mera jalate ho
        Agar is aag main jal kar
        Main ek din raakh hojaoon
        Mujhe Dil se bhula dena
        Samandar main baha dena
        Magar yeh yaad rakhna tum
        KHUDA se yeh DUA Karna
        Ke jo accha lage tum ko
        Woh tum jaisa na ho her giz
        Warna tum bhi royoge
        Mujhe jaise rulate ho

        Comment


        • #49
          Re: sirf sad poetry

          جب سے تم بچھڑے ہو تب سے
          آدھا چاند اگر دیکھوں تو
          میری آنکیں
          بھر آتی ہیں

          Comment


          • #50
            Re: sirf sad poetry

            Usey bulaoo !
            Jisey roshni se ishq hy..
            Usy bulaoo
            Key wo dekhe...
            Mere jalne ka tamasha
            aur
            ROSHNI.

            Comment


            • #51
              Re: sirf sad poetry

              mjhay fursat hi fursat hai

              saweray jald uthna hai
              na shab ko dair se sona

              kahin bahar nahe jana
              kisi se b nahe milna

              na koi fikr lahak hai
              na koi yad hai bakee

              magar ye akhri misraa.....
              zara sa jhoot lagta hai!!!!

              Comment


              • #52
                Re: sirf sad poetry


                اپنے سے اور بیگانے سے
                جب تک دل کے بھید چھپے تھے
                اپنے تصوّر کی دنیا میں
                رنگ برنگے پھول کھلے تھے
                آج نہ جانے کیوں دیوانہ پن میں
                ھونٹ کھلے
                سب دل کے بھید
                زباں تک آئے
                پھیل گئے ہر سُو
                اِن بھیدوں کے افسانے
                آج ہم اپنی نادانی پر
                پہلے ٹوٹ کے روئے
                پھر پچھتائے۔

                Comment


                • #53
                  Re: sirf sad poetry

                  WOH MERA
                  Sab kuch he
                  Bus mera
                  Muqadar nahi,
                  Kaash kay
                  woh mera
                  Kuch na hota
                  Mera
                  Muqadar hota....

                  Comment

                  Working...
                  X