Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bewafa Poetry Collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Bewafa Poetry Collection

    Rootha rahe wo mujh se ye manzoor hai lekin,
    Yaroh usse samjhao ke mera sheher na chorre..
    sigpic

    Comment


    • Re: Bewafa Poetry Collection

      Dekhaa mujhe to tark-e-taluq ke bawjood,
      Woh muskuraa diya yeh hunar bhi ussi ka tha..
      sigpic

      Comment


      • Re: Bewafa Poetry Collection

        Jiss khauf se milne nahin aata tha woh mujh se,
        Uss dar se meri maut pe royaa bhi nahin thaa..
        sigpic

        Comment


        • Re: Bewafa Poetry Collection

          Woh zindagi ho ke dunya Faraz kya kijiye,
          Ke jiss se ishq karo bewafa nikalti hai..
          sigpic

          Comment


          • Re: Bewafa Poetry Collection

            Bewafai Ki Sub Kitaabo’n Mein,
            Terey Jaisy Koi Misaal Nahee’n..
            sigpic

            Comment


            • Re: Bewafa Poetry Collection

              Woh iss kamaal se khelaa tha ishq ki baazi,
              Mein apni fataah samajhta raha maat hone tak..
              sigpic

              Comment


              • Re: Bewafa Poetry Collection

                Jin ke seeno’n mein dharakta tha Muzaffar mera dil,
                Aaj mein un ke liye bhooli kahani ho geya..
                sigpic

                Comment


                • Re: Bewafa Poetry Collection

                  Jo aaj mujh se bichar kar bare sakoon mein hai,
                  Kabhi woh shakhss mere waastey azaab mein tha..
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: Bewafa Poetry Collection

                    Saabit hua ke tu bhi zamane ke sath hai,
                    Saabit hua ke tu bhi hamaara nahin rahaa..
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: Bewafa Poetry Collection

                      Zafar chalo ke nishana bhi aazmayen zara,
                      Suna hai leke woh teer-kamaan betha hai..
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: Bewafa Poetry Collection

                        Woh mujhse chahta kya tha mujhe khabar na huyi,
                        Bakhairta bhi raha aur samait’ta bhi rahaa..
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Bewafa Poetry Collection

                          Nigaah-e-qeher se dekha, Yehi ghaneemat hai,
                          Mujhe to aap se umeed iss qadar bhi na thi..
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: Bewafa Poetry Collection

                            Woh tere pass se chup chaap guzar kese geya,
                            Dil-e be’taab! Qayamat na uthaa di tu ne..
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Bewafa Poetry Collection

                              Teri galiyon mein rehte they to ik ehsaas tha ghar ka,
                              Kisi ka ghar basaa kar hum ko be-ghar kar diya tu ne..
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Bewafa Poetry Collection

                                Teri nigaah mein ek rang e ajnabiyat tha,
                                Kis aitbar pe hum khul ke guftugu karte..
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X