Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~ Where there is love there is life ~~ collection from the painful heart of pErIsH_BoY .>>>>>>

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Bas ye hi gila hai zindagi se...!!

    Bohat Khoob
    Keep Sharing...
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: Ajab mushkil mein hon....!!

      Bohat Khoob
      Keep Sharing...
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: tum bhool gaye ho ab shayad

        Bohat Khoob
        Keep Sharing...
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: Barish

          Bohat Khoob
          Keep Sharing...
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: barish raas ayi hai ?

            Bohat Khoob
            Keep Sharing...
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: Ye shaam shaam zindagi...........!!

              Bohat Khoob
              Keep Sharing...
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: Hum bare ho gay....!!

                Bohat Khoob
                Keep Sharing...
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: saanp seerhi ka khail...>>

                  Bohat Khoob
                  Keep Sharing...
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: naraz ankhen.....!!

                    Bohat Khoob
                    Keep Sharing...
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: Sahil ki geeli rait par...!!

                      bohat khoob
                      Last edited by intelligent086; 18 December 2013, 12:57.

                      Comment


                      • Mera ik jawab hamesha he....!!





                        Min jab doob k likhta hon.
                        Sab log mujh se ye kehte hen.
                        Nazmon se ishq khuda jesa.

                        Ghazlon min kaif udasi ka.
                        Kis dost ne tum ko sonpa he.
                        Mera ik jawab hamesha he.

                        Ik shakhs jo shehar min aaya tha.
                        Kuch roz wo mere sath raha.
                        Mujhe lehje ki amrat ras min.

                        Us ne kuch aisa rang dia.
                        Har nazuk dil moh lene ka.
                        Mere lafzon ko aahang dia.

                        Phir soch k tane bane min.
                        Uljha kar mujh ko chor gaya.
                        Kuch din se us ki yad yon hi.

                        Is dil pe dastak deti he.
                        Aur paon min zanjeer pari.
                        Kab hum ko jane deti he.
                        Kab dil min us ki aas nhi.

                        Ye bat alag wo pas nhi.







                        Comment


                        • Koi yad si kahin kho gayi.



                          Kahin door dasht-e-khayal min.
                          Koi qafla he ruka hoa.

                          Kahin khali ankh ki goud min.
                          Kayi rat jage hen pare hoe.

                          Kahin ehad-e-mazi ki raah par.
                          Koi yad si kahin kho gayi.

                          Kahin khwabzaron k darmiyan.
                          Mujhe zindagi ne basar kia.

                          Mere maah-o-sal ki goud min.
                          Na koi wisal ka chaand he.

                          Koi aas he na umeed he.
                          Na kisi sitare ka hath he.

                          Na hath hi min koi sath he.
                          Kayi waahme, kayi waswase.

                          Mujhe gher lete hen sham se.
                          Wohi din mata-e-hayat hen.

                          Jo basar kiye tere naam se.



                          Comment


                          • Sham thi December ki.



                            Sham thi December ki.
                            Sard sard jhonke the.
                            Is liye hi to shayad.

                            Perh pe parinde the.
                            Aur na sadaen thin.
                            Aur sookhe patton pe ous ki nami si thi.

                            Ik sakut taari tha.
                            Jese sara gulshan hi.
                            Mere gham min shamil tha.

                            Min jo perh k niche.
                            Yon udas betha tha.
                            Jese k judai ko.

                            Chand lamhe guzre hon.
                            Jab k ye haqiqat he.
                            Jane kitne barson se.

                            Is trah hi karta hon.
                            Sal k guzarne se.
                            Chand roz pehle hi.

                            Sab se rooth jata hon.
                            Khud se door jata hon.
                            Aur sab se chhup k min.

                            Tera gham manata hon.



                            Comment


                            • Re: Mera ik jawab hamesha he....!!

                              wowww beutiifull


                              Comment


                              • Re: Sham thi December ki.

                                zabrdast choice


                                Comment

                                Working...
                                X