Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

***Poetry (sad+)***

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ***Poetry (sad+)***

    Mere Wajood Ki Jageer Us Ne Maangi Hay
    Ajab Khowaab Ki Tabeer Us Ne Maangi Hay



    Us Ki Qaid Main Rahti Hun Main Pahly Bhi
    Najane Phir Kyuon Zanjeer Usnay Maangi Hay


    Guman Hota Hay Wo Bhool Sakta Hay Mujhy
    Kyuon Ke Aaj Meri Tasveer Us Ne Maangi Hay


    Mere Khuda Mujhy Us Ke Naseeb Main Likh De
    Ke Mujhse Meri Taqdeer Us Ne Maangi Hay

    Last edited by shummu; 8 March 2010, 12:20.




  • #2
    کچھ تو ہوا بھی سرد تھی، کچھ تھا تیرا خیال بھ&#


    کچھ تو ہوا بھی سرد تھی، کچھ تھا تیرا خیال بھی
    دل کو خوشی کے ساتھ ساتھ ہوتا رہا ملال بھی

    بات وہ آدھی رات کی، رات وہ پورے چاند کی
    چاند بھی عین چیت کا اس پہ ترا جمال بھی

    سب سے نظر بچا کے وہ مجھ کو کچھ ایسے دیکھتا
    ایک دفعہ تو رک گئی گردش ماہ و سال بھی


    دل کو چمکا سکے گا کیا، پھر بھی تراش کے دیکھ لیں
    شیشہ گران شہر کے ہاتھ کا یہ کمال بھی


    اس کو نہ پا سکے تھے جب دل کا عجیب حال تھا
    اب جو پلٹ کے دیکھئیے، بات تھی کچہ محال بھی


    مری طلب تھا ایک شخص وہ جو نہیں ملا تو پھر
    ہاتھ دعا سے یوں گرا، بھول گیا سوال بھی

    اس کی سخن طرازیاں مرے لئے بھی ڈھال تھیں
    اس کی ہنسی میں چھپ گیا اپنے غموں کا حال بھی

    گاہ قریب شاہ رگ، گاہ امید دائم و خواب
    اس کی رفاقتوں میں رات، ہجر بھی تھا وصال بھی


    اس کے بازوؤں میں اور اس کو ہی سوچتے رہے
    جسم کی خواہش پہ تھے روح کے اور جال بھی


    شام کی نا سمجھ ہوا پوچھ رہی ہے اک پتا
    موج ہوائے کوئے یار، کچھ تو مرا خیال بھی




    Comment


    • #3
      jo rehtay hain sada dil mein


      jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay
      jo ruch jain rag o pay mein unhain socha nahi kertay...


      baharon kay ghanay saye mein tulkhi bhi, chubhan bhi hai
      gamon ki dhoop ka tum say mager shikva nahi kertay...

      nahi aatay kabhi bhi laot ker guzray huay maosam
      barastay badlon ki aas mein trsa nahi kertay...


      tajasus aur berhta hai machal jatay hain sun ker hum
      achanak piyar ki baton ka rukh mora nahi kertay...


      teri nazer e inayat say huay jatay hain jo ghayal
      unhain qatil nigahoon say kabhi dekha nahi kertay...



      Comment


      • #4
        Samander Poochta Hai Ab


        Samander Poochta Hai Ab Wo Dono Kiyu Nahi Attey

        Wohi Donno Jo Bhegi Reet Per

        Ek Dosarey Ka Haath Thammay Duur Taak

        Kabhi Hansttey,Kabhi Kuch Gungunattey

        Ya Kabhi Chup Chap Bhittey Duur Ufaq Ki Goodh May

        Ropposh Honay Walla Sooraj Dekhttey

        Ansoo Bhahattey Loat Jattey!

        Samander Poochta Hai Ab Wo Donno Kiyu Nahi Attey

        Jo Attey Thay To Apnay Saath Kitnay Khwab Lattey Thay

        Kabhi Sahi Say Dehairoo Seepiyaa Chunttey Thay

        Nangay Paoo Pani May Challey Attey Thay

        Bhegi Reet Say Nannay Gharondhay Bhi Banattey Thay

        Aur Unmay Seepiya,Rangeen Say Kuch Sangreezay Yu Sajattey Thay

        Kay Jaisay Aj Kay Jugnoosay Lamhay

        Anay Walley Kal Ki Moothhi May Chupattey Thay!

        Samander Poochta Hai Ab Wo Donno Kiyu Nahi Attey

        Mager Samander Nay Khiza Ki Siskiya Laiti Hoee

        Ek Shaam Ko Wo Nojawanno Ko Nahi Dekha

        Jo Dair Taak Tanha Sarey Sahil Raha Bhaitta

        Phir Ussnay Dair Sarey Khaat

        Buhut Say Phool Sookay Aur Tasveeray

        Aur Apnay Akhri Ansoo

        Samander Kay Hawalley Kerdiyey..



        Comment


        • #5
          Ye Hadein na Tore dena


          Ye Hadein na Tore dena, Mere Da'ire mai rehna,
          Mujhe apne Dil mai rakhna, Mere Haafze mai rehna


          Mera Bojh khood uthana, Mera Karb Aap sehna,
          Marey Zakhm Baant lena, Maray Rat-Jagey mai rehna


          Mera Hukum khood sunana, Meri Mohr khood lagana,
          Meray Mashwarey mai hona, Mere Faisle mai rehna


          Kabhi Manzilon ki surat Meri Dastaras se bahar,
          Kabhi Sang-e-Meel ban ker Mere Rastey mai rehna


          Marey Haath ki Lakeerein, Tera Naam ban k Chamkey,
          Meri Khuahishon ki Khushbu, Marey Za'iche mai rehna




          Comment


          • #6
            Aadat si ho gai hy

            Youn tanha jeene ki mujhe aadat si ho gayee hai
            Anjaan raahoo pe chalne ki aadat si ho gayee hai

            Wo meri mohabbat se rahein be-khabar taa qayamat
            Mujhe yeh dua maangne ki aadat si ho gayee hai


            Kab tak jhutlaoge un se mohabbat apni
            Tumhari ankhon ko such bolne ki aadat si ho gayee hai


            Na jane kiyo shaam dhalte hi yeh aankhein bheegh jaati hain
            mujhe iss chehre ko ashqo mein chupane ki aadat si ho gayee hai

            Aasmaa mein chamakta har sitara yeh gawaahi day ga
            Mujhe tumhari yaadon mein neendein gawane ki aadat si ho gayee hai

            Iss dunia mein shayad meri mohabbat ko koi na samaj sake
            Logo ko mujhe nasamajh kehne ki aadat si ho gayee hai


            Mehfil mein har shakhs yeh gila karta hai Saahil
            Mujhe tanhayoun mein doobne ki aadat si ho gayee hai




            Comment


            • #7
              دیکھا تھا کبھی جھیل کنارے تیرا آنچل


              لہرائے سدا آنکھ میں پیارے تیرا آنچل
              جھومر ہے تیرا چاند ستارے تیرا آنچل


              اَب تک میری یادوں میں ہے رنگوں کا تلاطَم
              دیکھا تھا کبھی جھیل کنارے تیرا آنچل

              لپٹے کبھی شانوں سے کبھی زُلف سے اُلجھے
              کیوں ڈُھونڈھتا رہتا ہے سہارے تیرا آنچل

              مہکیں تیری خوشبو سے دہکتی ہوئی سانسیں
              جب تیز ہوا خود سے اتارے تیرا آنچل

              آنچل میں رَچے رنگ نکھاریں تیری زلفیں
              اُلجھی ہوُئی زُلفوں کو سنوارے تیرا آنچل

              اس وقت ہے تتلی کی طرح دوشِ ہوَا پر
              اس وقت کہاں بس میں ہمارے تیرا آنچل

              کاجل تیرا بَہہ بَہہ کے رُلائے مجھے اَب بھی
              رَہ رَہ کے مجھے اَب بھی پکارے تیرا آنچل




              Comment


              • #8
                Re: Ye Hadein na Tore dena

                Its one of my favourite
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Ye Hadein na Tore dena

                  V.niCe............

                  Comment


                  • #10
                    Re: Samander Poochta Hai Ab

                    Buhat khoob...........

                    Comment


                    • #11
                      Re: دیکھا تھا کبھی جھیل کنارے تیرا آنچل

                      KhooB.......

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aadat si ho gai hy

                        Buhat Khoob....

                        keep sharing

                        Comment


                        • #13
                          re: *~$AH!L~* ki Pasand...!!!

                          KhooB...

                          Comment


                          • #14
                            Re: jo rehtay hain sada dil mein

                            KhooB

                            Comment


                            • #15
                              Re: Aadat si ho gai hy

                              Zabardast
                              :oldie:
                              S T I L L W A I T I N G
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X