Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Wisaal-e-Yaar Ka Armaan Bhi Gaya‏

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Wisaal-e-Yaar Ka Armaan Bhi Gaya‏

    Dil se wisaal-e-yaar ka armaan bhi gaya
    Dekha jo ghar udaas to mehmaan bhi gaya

    Kar li hai usne phir gham-e-jaana se dosti
    Lo apne hath se dil-e-nadaan bhi gaya

    Mushkil tha apni raah pe lana usey magar
    Tha baat mein khuloos to wo maan bhi gaya

    Dikhlaaye kiya bahaar ne josh-e-junoon ke rang
    Daaman bacha rahe thy girebaan bhi gaya

    Us ki wafa na haasil hui mujhe Faiz
    Main us ke dar pe le ke dil-o-jaan bhi gaya

  • #2
    Re: Wisaal-e-Yaar Ka Armaan Bhi Gaya‏

    Us ki wafa na haasil hui mujhe Faiz
    Main us ke dar pe le ke dil-o-jaan bhi gaya

    bohat aalaa
    I Have Been In Luv And Been "Alone"...I Have Traveled Over Many Miles 2 Find A "Home"

    Comment


    • #3
      Re: Wisaal-e-Yaar Ka Armaan Bhi Gaya‏

      buth he khooob
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment


      • #4
        Re: Wisaal-e-Yaar Ka Armaan Bhi Gaya‏

        Thanks 2 all of u

        Comment


        • #5
          Re: Wisaal-e-Yaar Ka Armaan Bhi Gaya‏

          Dikhlaaye kiya bahaar ne josh-e-junoon ke rang
          Daaman bacha rahe thy girebaan bhi gaya

          Us ki wafa na haasil hui mujhe Faiz
          Main us ke dar pe le ke dil-o-jaan bhi gaya

          Comment


          • #6
            Re: Wisaal-e-Yaar Ka Armaan Bhi Gaya‏

            aray waaaah kya bath hay

            From
            M.Salman Ayaz

            Comment


            • #7
              Re: Wisaal-e-Yaar Ka Armaan Bhi Gaya‏

              Assalam o Alaikum wr wb...

              Bohat umdah intikhab hai.....
              Khush rahain aur share kartay rahain...


              میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


              میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

              Comment

              Working...
              X