Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

    teri ik bewafayi nay mujhay pathar bana dala
    kahin bhi dard ho chahay nigahain num nahi hoti
    mujhe wo bhool bhi jaye nahi us say gila saabi
    kisi kay bhool janay say muhabbat kam nahi hoti
    ----------------------------------------------

    Comments and Sharing plz

    Comment


    • #77
      Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

      Originally posted by phonix_24 View Post
      kahin milay to uss say kehna

      k tanha sawan bita chuka hon
      main saray arman jala chuka hon
      bharkay thay jo sholay khushyon kay
      woh ansooan say bujha chuka hon

      kahin milay to uss say kehna
      k baghair uss k udass hon main
      badalti rutt ki qayas hon main
      bujha day apni mohabbaton say
      sulagti sadyon ki pyas hon main

      kahin milay to uss say kehna
      k chaak daman ko see raha hon
      bari he mushkil say jee raha hon
      dya jo nafrat ka zeher uss nay
      samajh k amrit wo pee raha hon

      kahin milay to uss say kehna
      k wo jazbay meray kuchal gayi hai
      jafa k sanchay main shal gayi hai
      na badlay thay mausum bhi itni jalde
      k jitni jalde wo badal gayi hai

      kahin milay to uss say kehna
      faseel-e-nafrat gira raha hon
      gayay dino ko bhula raha hon
      wo apnay waday say phir gayi hai
      main apnay waday nibha raha hon

      kahin milay to uss say kehna
      k na dil main koi malal rakhay
      hamesha apna khayal rakhay
      ghum saray sonp day mujhko
      sari khushyan sanbhal rakhay


      KAHIN MILAY TO USS SAY KEHNA

      Originally posted by phonix_24 View Post
      Umr bhar ki dosti ka yeh silah kaisa laga
      jis ne pehchana nahin woh aashna kaisa laga

      doosroon ki zindagi kuch bhi nahin jin ke liye
      un ko apni zindagi ka tajziyah kaisa laga

      tinka tinka ker diya jis ne mere dil ka chaman
      us ko apne aashiyaan ka tootna kaisa laga

      jis ki sharyaanoon mein shamil tha gunahoon ka lahoo
      jaane us ko apne munh ka zaeqah kaisa laga

      mudatoon tak jo mere jazbaat se khela usey
      apne dil ke aaine ka tootna kaisa laga

      jis shajar ke saaye mein ab tak kati thi zindagi
      us shajar ko apne haatoon kaatna kaisa laga

      sheher bhar mein roshni ki seherkari dekh ker
      tum ko Saabi apna chota sa diya kaisa laga

      Originally posted by phonix_24 View Post
      teri ik bewafayi nay mujhay pathar bana dala


      kahin bhi dard ho chahay nigahain num nahi hoti
      mujhe wo bhool bhi jaye nahi us say gila saabi
      kisi kay bhool janay say muhabbat kam nahi hoti
      ----------------------------------------------


      Comments and Sharing plz


      Khoobsorat Intakhaab:rose
      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

      Comment


      • #78
        Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

        Aay taiz hawa naraaz na ho
        es dil main salamat hai ab tak
        wo shokhi-e-lub wo harf-e-wafa
        wo naqsh-e-qadam wo aks-e-hina
        sou baar jisay choma hum ne
        sou baar parastish ki jis ki
        es dil main salamat hai ab tak
        wo gard-e-alam,wo deda-e-num
        hum jis main chopa kar rakhtay thay
        tasveer bikharti yadoun ki
        zanjeer pighaltay wadoun ki
        poonji nakaam eradoun ki
        aay taiz hawa naraaz na ho
        es dil main salamat hai ab tak
        sama bicharti saa'at ka
        kuch tukray garm doupehron k
        kuch raizay narm sawaloun k
        kuch dur anmool khayaloun k
        ek sachaa roop haqeqat ka
        ek jhota lafz muhabbat ka
        aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
        kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

        Comment


        • #79
          Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

          Hairan hon k ye kaun sa dastoor-e-wafa hai
          tu misl-e-rag-e-jan hai tu keun mujh se khafa hai

          tu ehl-e-nazar hai tu nahi tujh ko keun khabar
          pehlo main teray koe zamanay se khara hai

          likha hai mera naam samandar pe hawa ne
          aur dono ki fitrat main sakon hai na wafa hai

          shikwa nahi mujhko k hon mehroom-e-tamanna
          gham hai tu faqat itna k tu daikh raha hai

          hum rakhtay hain dawa k hai qabo hamain dil par
          tu saamnay aa jaey tu ye baat juda hai

          gham hai k musalsal usi shiddat se hai taza
          u kehnay ko es umer ka har lamha naya hai
          aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
          kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

          Comment


          • #80
            Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

            Waah bahot khoobsurat sharing janab
            sigpic

            Comment


            • #81
              Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

              Originally posted by WASI ANJUM View Post
              Waah bahot khoobsurat sharing janab
              Thank u so much.:)
              aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
              kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

              Comment


              • #82
                Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                Originally posted by khan khan View Post
                Aay taiz hawa naraaz na ho

                es dil main salamat hai ab tak
                wo shokhi-e-lub wo harf-e-wafa
                wo naqsh-e-qadam wo aks-e-hina
                sou baar jisay choma hum ne
                sou baar parastish ki jis ki
                es dil main salamat hai ab tak
                wo gard-e-alam,wo deda-e-num
                hum jis main chopa kar rakhtay thay
                tasveer bikharti yadoun ki
                zanjeer pighaltay wadoun ki
                poonji nakaam eradoun ki
                aay taiz hawa naraaz na ho
                es dil main salamat hai ab tak
                sama bicharti saa'at ka
                kuch tukray garm doupehron k
                kuch raizay narm sawaloun k
                kuch dur anmool khayaloun k
                ek sachaa roop haqeqat ka

                ek jhota lafz muhabbat ka

                Originally posted by khan khan View Post
                Hairan hon k ye kaun sa dastoor-e-wafa hai

                tu misl-e-rag-e-jan hai tu keun mujh se khafa hai

                tu ehl-e-nazar hai tu nahi tujh ko keun khabar
                pehlo main teray koe zamanay se khara hai

                likha hai mera naam samandar pe hawa ne
                aur dono ki fitrat main sakon hai na wafa hai

                shikwa nahi mujhko k hon mehroom-e-tamanna
                gham hai tu faqat itna k tu daikh raha hai

                hum rakhtay hain dawa k hai qabo hamain dil par
                tu saamnay aa jaey tu ye baat juda hai

                gham hai k musalsal usi shiddat se hai taza

                u kehnay ko es umer ka har lamha naya hai


                Buhat ache khan Sahiba...:jazak:

                Comment


                • #83
                  Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                  aay taiz hawa naraaz na ho
                  es dil main salamat hai ab tak
                  yeh buhat achi hai...wase aik batoo yaar yaad kiss ki salamat hai???:wk

                  Comment


                  • #84
                    Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                    phonix ji and khan khan ji ...app dono ki kuch sharing jahaan tak read ki... it was soo good ..
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • #85
                      Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                      Originally posted by *Hala* View Post
                      phonix ji and khan khan ji ...app dono ki kuch sharing jahaan tak read ki... it was soo good ..
                      woh aye humare ghar main khuda ki qudrat hai
                      kabhi hum unko kabhi apne ghar ko dekhte hai

                      :salam:Hala Jee Buhat sukriaya aur aap ka reply per kar buhat acha laga. keep visiting...aur yeh thead main apka thread perh kar h start kiya. so aap inspration hain and u r always wellcome here for replies and sharing:welcome:

                      Comment


                      • #86
                        Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)


                        This one is very special...
                        _________________________
                        Darichay se jhankti wo Larki,
                        Ajeeb dukh se bhari huee hai,
                        Ke us ke angan men phool per,
                        ek neeli titlee mari huee hai,
                        Kabhi Aazanoon men khoee khoee,
                        Kabhi Namazoon men roee roee,
                        wo aise duniya ko dekhtee hai,
                        Ke jaise us se dari hoee hai,
                        Darood se mehki mehki sansein,
                        wazifa parhti hoee wo ankhein,
                        Ke ek Shama-e-umeed un men,
                        Kaii baras se parri hoee hai,
                        Wo dukh ki chadar men lipti lipti,
                        Wo kaale kapron men simti simti,
                        Mohabbat us ne kissi se shayed,
                        Meri terah hi ki hoee hai......

                        Comment


                        • #87
                          Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                          Originally posted by phonix_24 View Post
                          yeh buhat achi hai...wase aik batoo yaar yaad kiss ki salamat hai???:wk
                          wo chaand ki sorat hai,na gunchay ki tarha hai
                          insan hai meray jism k hissay ki tarha hai
                          main us k tasawwar main mehakti he rahon ge
                          wo shaks gulaboun k jazeray ki tarha hai:)
                          aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                          kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                          Comment


                          • #88
                            Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                            Originally posted by *Hala* View Post
                            phonix ji and khan khan ji ...app dono ki kuch sharing jahaan tak read ki... it was soo good ..
                            Thank u so much*Hala*:rose
                            aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                            kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                            Comment


                            • #89
                              Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)

                              Originally posted by phonix_24 View Post
                              This one is very special...
                              _________________________
                              Darichay se jhankti wo Larki,
                              Ajeeb dukh se bhari huee hai,
                              Ke us ke angan men phool per,
                              ek neeli titlee mari huee hai,
                              Kabhi Aazanoon men khoee khoee,
                              Kabhi Namazoon men roee roee,
                              wo aise duniya ko dekhtee hai,
                              Ke jaise us se dari hoee hai,
                              Darood se mehki mehki sansein,
                              wazifa parhti hoee wo ankhein,
                              Ke ek Shama-e-umeed un men,
                              Kaii baras se parri hoee hai,
                              Wo dukh ki chadar men lipti lipti,
                              Wo kaale kapron men simti simti,
                              Mohabbat us ne kissi se shayed,

                              Meri terah hi ki hoee hai......
                              Khoobsorat Intakhaab.
                              aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                              kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                              Comment


                              • #90
                                Re: Poetry for Males & Female Both!!!(Daily Updated)


                                Khan Jee Yeh Aap Ke Liye...Kese Hain Aap372-scare
                                ___________________________________________
                                Piyar ke deep jalane wale kuch kuch pagal hote hen,
                                Apni jan jalane wale kuch kuch pagal hote hen,

                                Hijir ke gahre zakham mile to mujh ko yeh ahisas huwa,
                                Paagal ko samajne wale kuch kuch pagal hote hen,

                                Is jhooti nagri men hum ne yehi hamesha dekha hai,
                                Sachi baat batane wale kuch kuch pagal hote hen,

                                Piyar jinhen ho jae un ko chain bhala kab ata he,
                                Shab bhar ashk bahane wale kuch kuch pagal hote hen,

                                Jan se piyaray logon se bhi kuch kuch parda lazin hai,
                                Saari bat batanay wale kuch kuch pagal hote hen,

                                Us ke ashkoon men bheeg ke aahy aahy haahy ham,
                                hum ko yeh ehsas huwa, Dil ki nagri lutanay wale kuch kuch pagal hote heni

                                Comment

                                Working...
                                X