Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eid Mubarak==nazm By Najma

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Eid Mubarak==nazm By Najma

    Attached Files

  • #2
    Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

    bohot shukrya,

    boht payyari nazm hai :)
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

      Roza daro! aap ki tishna labi ko dekh ker
      kausar-o-tasneem key saaghir uthaa laee hai eid

      Waah! Najma ji bohat umdah aur bohat aala. Aik aik lafz mein aik chashni hai, musarrat ka samaa pesh karta hai aik aik lafz. Bohat shukriyah :) Aap ko bhi Eid Mubarak!
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

        Zabardast Najma
        bohaaaat hee achaa likha ha aap nay:rose
        Aaapko bhe bohat dhair sare Eid Mubarak ho :phool:

        Comment


        • #5
          Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

          Bohat Umdah Likha hay aap ne Najma......Eid ke rangoN se bharpoor.Thanx for Sharing :)
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

            Originally posted by barg.e.gul
            bohot shukrya,

            boht payyari nazm hai :)

            hausla-afzaee ka shukriya berg-e-gul
            khush raho
            :)

            Comment


            • #7
              Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

              Originally posted by Masood
              Roza daro! aap ki tishna labi ko dekh ker
              kausar-o-tasneem key saaghir uthaa laee hai eid

              Waah! Najma ji bohat umdah aur bohat aala. Aik aik lafz mein aik chashni hai, musarrat ka samaa pesh karta hai aik aik lafz. Bohat shukriyah :) Aap ko bhi Eid Mubarak!


              is
              hausla-afzaee k lioye mamnoon hoon masood
              khush raho
              :)

              Comment


              • #8
                Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

                Originally posted by aik_lerki
                Zabardast Najma
                bohaaaat hee achaa likha ha aap nay:rose
                Aaapko bhe bohat dhair sare Eid Mubarak ho :phool:


                hausla-afzaee ka shukriya larkeeeeeeeeeeeeeeeeeee
                khush raho
                :rose

                Comment


                • #9
                  Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

                  Originally posted by YAARAM
                  Bohat Umdah Likha hay aap ne Najma......Eid ke rangoN se bharpoor.Thanx for Sharing :)
                  is shaairana hausla-afzaee ka shukriya yaram
                  khush raho
                  :)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

                    Assalaam o alekum,


                    waaaah bahoot khoob bahoot hi umdeh aur zabardast kalaam likhaa hai aapnien her sher daad ke qaabil hai behud pasand aayi aapki yeh ghazal najma baaaji dili daad qabol karien khush rahien hameshaa
                    :tang: RISK IS MY BUSINESS

                    DANGER IS MY GAME

                    DONT PLAY WITH ME
                    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                    Comment


                    • #11
                      Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

                      AOA,

                      :masha bohat achi nazaam hai bohat khush rahain:)


                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

                        Originally posted by khurram_shaikh
                        Assalaam o alekum,


                        waaaah bahoot khoob bahoot hi umdeh aur zabardast kalaam likhaa hai aapnien her sher daad ke qaabil hai behud pasand aayi aapki yeh ghazal najma baaaji dili daad qabol karien khush rahien hameshaa

                        hausla afzaee ka bohat bohat shukriya khurram
                        khush o khurram raho apnay naam ki tarah
                        :rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: Eid Mubarak==nazm By Najma

                          Originally posted by khan
                          AOA,

                          :masha bohat achi nazaam hai bohat khush rahain:)


                          Sohail Abbasi.
                          shukriya khan
                          tum bhi sada khush raho:rose

                          Comment

                          Working...
                          X