Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Eid Mubarak==nazm By Najma
Collapse
X
-
Re: Eid Mubarak==nazm By Najma
Roza daro! aap ki tishna labi ko dekh ker
kausar-o-tasneem key saaghir uthaa laee hai eid
Waah! Najma ji bohat umdah aur bohat aala. Aik aik lafz mein aik chashni hai, musarrat ka samaa pesh karta hai aik aik lafz. Bohat shukriyah :) Aap ko bhi Eid Mubarak!tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Eid Mubarak==nazm By Najma
Originally posted by MasoodRoza daro! aap ki tishna labi ko dekh ker
kausar-o-tasneem key saaghir uthaa laee hai eid
Waah! Najma ji bohat umdah aur bohat aala. Aik aik lafz mein aik chashni hai, musarrat ka samaa pesh karta hai aik aik lafz. Bohat shukriyah :) Aap ko bhi Eid Mubarak!
is
hausla-afzaee k lioye mamnoon hoon masood
khush raho
:)
Comment
-
Re: Eid Mubarak==nazm By Najma
Assalaam o alekum,
waaaah bahoot khoob bahoot hi umdeh aur zabardast kalaam likhaa hai aapnien her sher daad ke qaabil hai behud pasand aayi aapki yeh ghazal najma baaaji dili daad qabol karien khush rahien hameshaa:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: Eid Mubarak==nazm By Najma
Originally posted by khurram_shaikhAssalaam o alekum,
waaaah bahoot khoob bahoot hi umdeh aur zabardast kalaam likhaa hai aapnien her sher daad ke qaabil hai behud pasand aayi aapki yeh ghazal najma baaaji dili daad qabol karien khush rahien hameshaa
hausla afzaee ka bohat bohat shukriya khurram
khush o khurram raho apnay naam ki tarah
:rose
Comment
Comment