Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Dastan-e-Mohabbat ~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~ Dastan-e-Mohabbat ~*~

    Hmmmmmmm.......................

    Spy and Masood chalo is kahani ko choro, ho sakta hai jesa aap dono keh rahey ho yeh jhoot ho, magar yeh baat galat nahi ke Mohabbat sachi hoti hai, aur jab do dilo'n main pakeeza mohabbat ho to qudrat oun ka sath deti hai, aap logo ko is baat per yaqin nahi, yeh aap ke bharosey ki baat hai, mujhe yaqin hai to yeh mera aetebar hai. Mujhe Mohabbat per aitebar hai mana aaj kal log is baat ko nahi samajhtey, Log aaj bhi sachey Dil se mohabbat kertey hain yeh aur baat nibhatey nahi hain.
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: ~*~ Dastan-e-Mohabbat ~*~

      Originally posted by Saima Shaheen

      Mujhey yaqeen hai 100% yaqeen hai ke muhabbat sachhi hoti ho to roohon ki muhabbat hoti hai, Jab ustad Majnoon ko maartey to Laila zakhmi hoti thi...thi thi.thi....ab nahin, ab to Majnoo ko pattha padtey hain to Laila dekh ke hansti hai...

      woh zamana kuchh aur tha ab sachhi muhabbat kahan...log 10-20 se muhabbat kartey hain...sachhi muhabbat ki daastan ab kitabon mein mila karte hain,
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment

      • #18
        Re: ~*~ Dastan-e-Mohabbat ~*~

        Originally posted by Spy009

        Baat mohabbat ki ho rahi hai game ki nahi :a stick:

        khair jo log mohabbat kertey hain ounhein yaqin hota hai mohabbat hai, jo nahi kertey wo ousey kitabi batein kehtey hain, ek waqt mei main bhi aap ki tarah sochti thi ab nahi :)
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: ~*~ Dastan-e-Mohabbat ~*~

          Originally posted by Saima Shaheen
          Baat mohabbat ki ho rahi hai game ki nahi :a stick:

          khair jo log mohabbat kertey hain ounhein yaqin hota hai mohabbat hai, jo nahi kertey wo ousey kitabi batein kehtey hain, ek waqt mei main bhi aap ki tarah sochti thi ab nahi :)
          Ek waqt mein Main bhi aap hi ki tarah bola karta tha...Aaj kala muhabbat mein game hi hota hai, jo kuchh aap kah rahi hain wo sadiyon puraney ya to phir kitabon mein

          Akabar Allahabadi sach kahtey hain...
          Yeh Kalyug nahin Karyug hai
          Uss haath de iss hath le
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment

          • #20
            Re: ~*~ Dastan-e-Mohabbat ~*~

            achi kahani hai Saima,

            mey aeysi bohot saari kahaniyon ko to nahi jaanti magar Anaar kali mey ney perhi thi ....aur aap ko pata hai .... sirf aik raat mey ' mey ney ussey khatam kiya tha....hmm sirf is liye key mey ye samjhti thi key ye aik sachi kahani hai ....

            aur kahani khatam ker key us key kitab key awwal safhaat mey hi kaheen likha tha key ye aik "farzi kahani" hai

            aur mujhey itna ghussa aya key ....mey ney poori aik raat ki itni qeemti neend barbaad ki :(
            ----
            Romeo juliet ki kahani key sath bhi kuch aeysa hi hai ;)
            tourists abhi bhi us balcony ko barhey shauq aur ishteyaaq sey deykhtey hein jis key baarey mey kaha jata hai key is balcony mey juliet khari raha kerti thi ....

            poor tourists ....

            so plz dont mind :)

            leykin mey ye zaroor kahun gi key Aaj bhi Muhabbat bohot payyara aur aik pakeeza jazbey ka naam hai
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #21
              Re: ~*~ Dastan-e-Mohabbat ~*~

              Nice Sharing

              Comment

              Working...
              X