Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Barsaat ki pasand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Barsaat ki pasand

    ہم نے جس
    ہم نے جس سے بھي دل لگايا ہے
    بے وفا ہي اس کو پايا ہے
    جل رہا تھا جو چراغ الفت کا
    زيست کي آندھي نے بجھايا ہے
    آشياں جل گيا تھا وفائوں کا
    بہت خوب صلہ ہم نے پايا ہے
    جب بھي تنہائي ستائے مجھے
    اک تجھے ہي قريب پايا ہے
    کب ملي ہے يہاں پر آزادي
    قيد جانے ميں جہاں کو پايا ہے
    کيسے غم سے نجات ملے ہم کو
    wo mujh sai aksaar
    kehti thi k tujhe
    appna k choorun
    gi or phir yun hi hova
    uss nai apna banaya or chor diya.....

    Comment


    • #47
      Re: Barsaat ki pasand

      Kash ye zalim judai na hoti, rub tune ye chiz banai na hoti.
      Na hum unse milte na pyar hota, zindagi jo apni thi parai na hoti.
      wo mujh sai aksaar
      kehti thi k tujhe
      appna k choorun
      gi or phir yun hi hova
      uss nai apna banaya or chor diya.....

      Comment


      • #48
        Re: Barsaat ki pasand

        Ek lamhe me zindagi savar di,
        Ek lamhe me unhone zindagi ujad di,
        Kusur unka nahi hamara tha
        Jo un do lamho me hamne zindagi guzardi
        wo mujh sai aksaar
        kehti thi k tujhe
        appna k choorun
        gi or phir yun hi hova
        uss nai apna banaya or chor diya.....

        Comment


        • #49
          Re: Barsaat ki pasand

          Aap khud to bade bewafa hai magar, Kissay sab ko wafa ke sunate hai woh , Apni adat se kab baaz aatay hai woh , Dil jalaa ke mera muskurate hai woh!
          wo mujh sai aksaar
          kehti thi k tujhe
          appna k choorun
          gi or phir yun hi hova
          uss nai apna banaya or chor diya.....

          Comment


          • #50
            Re: Barsaat ki pasand

            Meri lahed se ho jab guzar tera, Kuch der zara tum ruk jaana, Phir haath utha kar sang dil tum, Aankhon se moti barsaana, Phir kabar se lipat ke Barsaat ki, Tum dil ka haal suna jaana
            wo mujh sai aksaar
            kehti thi k tujhe
            appna k choorun
            gi or phir yun hi hova
            uss nai apna banaya or chor diya.....

            Comment


            • #51
              Re: Barsaat ki pasand

              meri qabar par phool charha raha hai koi...
              meri qabar par ansoo baha raha hai koi…
              aye khuda thori se zindagi aur day...
              meri qabar se mayoos ja raha hai koi
              wo mujh sai aksaar
              kehti thi k tujhe
              appna k choorun
              gi or phir yun hi hova
              uss nai apna banaya or chor diya.....

              Comment


              • #52
                Re: Barsaat ki pasand

                Zindagi to Bewafa hai
                ek din thukrahegi
                maut hi ek sachi mehbooba hai
                ek din zaroor ayegi .......
                wo mujh sai aksaar
                kehti thi k tujhe
                appna k choorun
                gi or phir yun hi hova
                uss nai apna banaya or chor diya.....

                Comment


                • #53
                  Re: Barsaat ki pasand

                  Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
                  har waqt muskarane ki aadat nahi rahi,
                  yeh soch ke ki koi manane nahi aayega,
                  ab hamein ruth jane ki aadat nahi rahi
                  wo mujh sai aksaar
                  kehti thi k tujhe
                  appna k choorun
                  gi or phir yun hi hova
                  uss nai apna banaya or chor diya.....

                  Comment


                  • #54
                    Re: Barsaat ki pasand

                    Hasi ke raste pe chala karo,
                    khushiyo ki mahak liya karo,
                    pyar se dilon ko chuha karo,
                    jahan tumhe gum nazar aaye,
                    is nacheez ko yaad kiya karo!**
                    wo mujh sai aksaar
                    kehti thi k tujhe
                    appna k choorun
                    gi or phir yun hi hova
                    uss nai apna banaya or chor diya.....

                    Comment

                    Working...
                    X