Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Barsaat ki pasand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Barsaat ki pasand

    Zindege se zyada unhe pyar kiya karte the,
    yaad unhe din-rat kiya karte the,
    ab un raho se guzra nahi jata,
    jaha baith kar unka intezaar kiya karte the......
    wo mujh sai aksaar
    kehti thi k tujhe
    appna k choorun
    gi or phir yun hi hova
    uss nai apna banaya or chor diya.....

    Comment


    • #32
      Re: Barsaat ki pasand

      Mere haathon se mit gayi lakeeren kahin,
      bhool aaye hum apni kismat kahin.
      Agar mile tumko kahin to utha lena,
      mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
      wo mujh sai aksaar
      kehti thi k tujhe
      appna k choorun
      gi or phir yun hi hova
      uss nai apna banaya or chor diya.....

      Comment


      • #33
        Re: Barsaat ki pasand

        Kaanch chuve to nishan reh jaata hai,
        Dil tute to armaan reh jaata hai,
        Laga to deta hai waqt marham is dil par,
        Phir bhi umr bhar ek zakhm reh jata hai
        wo mujh sai aksaar
        kehti thi k tujhe
        appna k choorun
        gi or phir yun hi hova
        uss nai apna banaya or chor diya.....

        Comment


        • #34
          Re: Barsaat ki pasand

          Aaj hum unhe bewafa bata kar aye hai;
          unke khato ko paani me baha ke aaye hai;
          koi padh na le un khato ko paani se nikal k;
          isliye paani me bhi aag laga ke aaye hai!!!!!!!!!!!!!!!!
          wo mujh sai aksaar
          kehti thi k tujhe
          appna k choorun
          gi or phir yun hi hova
          uss nai apna banaya or chor diya.....

          Comment


          • #35
            Re: Barsaat ki pasand

            Hum pe bhi wo waqt aya tha,
            Kisi ko aankhon me basaya tha.
            Usi ne lut liya mera jahaan,
            Jise is dil ki dhadkan banaya tha.
            wo mujh sai aksaar
            kehti thi k tujhe
            appna k choorun
            gi or phir yun hi hova
            uss nai apna banaya or chor diya.....

            Comment


            • #36
              Re: Barsaat ki pasand

              Hum jis ki chahat ka dum bartay rahay umer bahar...
              Afsos tu yh wohi hasta raha hum pe umer bahar...
              Na kerna pyar iss dunia fani main...
              Yahan koi kis ka hota hai umer bhar k liay.....
              wo mujh sai aksaar
              kehti thi k tujhe
              appna k choorun
              gi or phir yun hi hova
              uss nai apna banaya or chor diya.....

              Comment


              • #37
                Re: Barsaat ki pasand

                Aaj ujaale ki kiran kho gayi
                zindagi veraan se ho gayi,
                gaye woh din
                jab hum ne unse umeed rakhi
                Aaj yeh khoob ho gaya
                ki hamme mohabbat se nafrat ho gayi
                wo mujh sai aksaar
                kehti thi k tujhe
                appna k choorun
                gi or phir yun hi hova
                uss nai apna banaya or chor diya.....

                Comment


                • #38
                  Re: Barsaat ki pasand

                  Shaam udas thi...........
                  raat bhi udas hongi................
                  subha kafan main lipti meri lash hongi..........
                  ae mere dost uss bewafa ko keh dena ki
                  kabar mein bhi tasvir unki...........
                  mere saath hongi..........
                  wo mujh sai aksaar
                  kehti thi k tujhe
                  appna k choorun
                  gi or phir yun hi hova
                  uss nai apna banaya or chor diya.....

                  Comment


                  • #39
                    Re: Barsaat ki pasand

                    Mere har din tere din se hasin honge,
                    mere har nagme tere har nagme se hasin honge,
                    aapni doli se jara parda utha ke dekh,
                    mere janajha teri barat se hasin honga.
                    wo mujh sai aksaar
                    kehti thi k tujhe
                    appna k choorun
                    gi or phir yun hi hova
                    uss nai apna banaya or chor diya.....

                    Comment


                    • #40
                      Re: Barsaat ki pasand

                      Jiski Talash hai Usko pata bhi nahi,
                      Hamari Chahat ko Usne samja hi nahi,
                      Hum puchhte rahe ki Kya Tumhe Humse Pyaar hai,
                      Aur Woh kehte rahe ki Unhe pata hi nahi.
                      wo mujh sai aksaar
                      kehti thi k tujhe
                      appna k choorun
                      gi or phir yun hi hova
                      uss nai apna banaya or chor diya.....

                      Comment


                      • #41
                        Re: Barsaat ki pasand

                        Na salaam yaad rakhna na paigaam yaad rakhna ho sake tho zindagi mein hamara naam yaad rakhna.....""Love Is Death""
                        wo mujh sai aksaar
                        kehti thi k tujhe
                        appna k choorun
                        gi or phir yun hi hova
                        uss nai apna banaya or chor diya.....

                        Comment


                        • #42
                          Re: Barsaat ki pasand

                          Tere pyar mein duniya ko chhod diya, Tujhe pane ke liye, har rishta tod diya, Par tune ka kiya ai bewafa Kisi aur ko pane ke liye mera dil tod diya.
                          wo mujh sai aksaar
                          kehti thi k tujhe
                          appna k choorun
                          gi or phir yun hi hova
                          uss nai apna banaya or chor diya.....

                          Comment


                          • #43
                            Re: Barsaat ki pasand

                            na uda yun thhokaron se meri khaak-e-kabr zaalim...
                            yahi ek rah gayi hai mere pyar ki nishani.
                            wo mujh sai aksaar
                            kehti thi k tujhe
                            appna k choorun
                            gi or phir yun hi hova
                            uss nai apna banaya or chor diya.....

                            Comment


                            • #44
                              Re: Barsaat ki pasand

                              Dil ki Batain bata deti hain Aankhein
                              Dhadkanon ko Jaga deti hain, Aankhein
                              Dil pe chalta nahi Jadoo Chehron ka kabhi
                              Dil ko tu Deewana bana deti hain Aankhein
                              Woh hum se baat nahi karti tu na kare
                              Haal sara un ke dil ka Suna deti hain Aankhein
                              Gham sada rehta nahi Aadmi ke saath
                              Ashk bana kar Chalka deti hain Aankhein
                              Aata hai jab dor - e - Jawani , tu aye Dosto
                              Sunder Sapne Zehan main Basa deti hain Aankhein
                              Mana ke Neend aati hai Aankhon hi ke raste
                              Magar kabhi kabar Neend uda deti hain Aankhein
                              asgher shukar hai Khuda ne Aata ki Aankhon ki Neyamat humain
                              Dard -o-Gham sare Dil ke Chupa deti hain Aankhen
                              wo mujh sai aksaar
                              kehti thi k tujhe
                              appna k choorun
                              gi or phir yun hi hova
                              uss nai apna banaya or chor diya.....

                              Comment


                              • #45
                                Re: Barsaat ki pasand

                                dar dar bhatakte pirte hain arman ki tarah,
                                har koi milta hai ANJAN ki tarah,

                                is duniya se khushi ki aas kya rakhni,
                                log to ghum bhi dete hai ehsan ki tarah
                                wo mujh sai aksaar
                                kehti thi k tujhe
                                appna k choorun
                                gi or phir yun hi hova
                                uss nai apna banaya or chor diya.....

                                Comment

                                Working...
                                X