Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuch humari DAIRY se !!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kuch humari DAIRY se !!!



    NAZAM


    pehley mere khat kay usne
    Ik anjane khauf se darr kar

    Tukray tukray kar dalay

    AB......

    EK hassin ehassas kay taabih
    Jis ka koi naam nahi

    Pachaly kitne ghanton se
    Darwazee ki oth main chup kar

    Tukray jord rahii hai PAGAL

    Comment


    • #32
      Re: Kuch humari DAIRY se !!!



      Aay hee nahi koi kabhi apna ban kay
      Na Haqeekat main na kabhi spna ban kay

      Zindagi bhar loote rahe duniya waale
      Kabhi dost ki tarah,kabhi dushman ban kay

      Dil main ik dard ka dariya hai
      Beh raha hai ASHK ka Dharaa ban kay

      Apni manzil ki talaaish main Saeed
      Tamaam umar jeeta raha musafir ban kay



      MOHAMMAD SALMAN SAEED





      Comment


      • #33
        Re: Kuch humari DAIRY se !!!

        Dushman k sawaal !!!!
        ---------------------



        Mujh say kehta hai kabhi dil main milaal aatay hain ?
        Kaisay kaisay mere dushman ko sawaal aatay hain ?

        Yeh jo ham rotay hain chhup chhup k kabhi tanhaai main
        Raftaa raftaa tujhe aankhon say nikaal aatay hain

        --------------------

        Comment


        • #34
          Re: Kuch humari DAIRY se !!!


          Jo Faraib Main Ne...!!!!!


          Jo faraib main ne khayaa tujhe raz-daan samajh kar
          Us se kaise bhool jaa-uon dastan samajh kar


          Na mitao thokaron se ye mazaar hai kisi ka
          Zara rahim karo khuda-ra ise aik nishan samajh kar


          Are-oo jalaane wale ye tera ye hee thaa nasheeman
          Na bujha chiragh zaalim abhi dur hai sawera


          Kahien loh liptt na jaye tujhe badgumaan samajh kar.
          Na mitao thokaron se ye mazaar hai kisi ka ...

          Comment


          • #35
            Re: Kuch humari DAIRY se !!!

            Originally posted by crying eyes View Post
            aary wah aap ko meri collection achi lagi hai

            ye to kamaal ho gaya

            ary kyun eyes tum itna heraan kyon ho rahi ho yara kia tumhari poetry ki tareef main ney hi ki hai kia ab tak :) ary yara ur poetry is so sweet dear

            Khushiyon par fizaon ka pehra hai
            na jane kis umeed pe dil thera hai
            aapki ankhon se jhalakte dard ki kasam
            yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
            UMR-E-DRAAZ MANG KAR LAYE THEY CHAAR DIN
            DO ARZO MAIN KUT GAYE DO INTZAAR MAIN

            Comment

            Working...
            X