Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mere Hum-safar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: yeh kaisi doori hai hamare beech

    khubsoorat poetry hai :thmbup:
    par mujhe lagta hai aap ney isse shaid ghalat post kar diya hai:mm:
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment


    • #17
      Re: koi

      Theek Say parha nahin ja raha maghar main nay phir parh liya hai BUhat Koshish say :D


      Aap is ko theek kar lijye :) Alfaaz Waziya nahin hian :)
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #18
        dard........

        DIL MEIN PHIR DERD HUA DARE TALAK
        NA MILI ISS KO DUAA DARE TALAK

        MAIN NE KHUSHBOO KI HAQIQAT POCHI
        PHOOL KHAMOOSH RAHA DARE TALAK

        TUM NE TO SIRF SUNA HI HO GA
        MAIN NE JO DERD SAHAA DARE TALAK

        SHAB KO PHIR MAIN NE SULAGTA PAYA
        MANN KA KHAMOSH DIYA DARE TALAK

        USS NE KUCH AOR KAHA THA SHAHID
        MAIN NE KUCH AOR SUNA DARE TALAK

        USS NE POCHA KE MUJHE YAAD KIYA
        MAIN NE TAB HANS KE KAHA DARE TALAK

        JANE WALLA NAHIN IKK PAL BHI RUKA
        AKS AANKHON MAIN RAHA DARE TALAK ........

        Comment


        • #19
          Re: yeh kaisi doori hai hamare beech

          :cc: kase jee kia hova.............

          Comment


          • #20
            Re: koi

            Alfaz Clear Nahi But Phir Bhi Bohut Achi Ha

            Comment


            • #21
              Re: yeh kaisi doori hai hamare beech

              Well U Have Nice Collection

              Comment


              • #22
                Re: yeh kaisi doori hai hamare beech

                sagar app ki choice achi hai
                app plz apney choice ki tamam shairi ek hi thread main share karain
                right now merging ur all posts

                Comment


                • #23
                  Re: Mere Hum-safar

                  Bohut Khoob
                  Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                  Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                  Comment

                  Working...
                  X