Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek Shair Ek Geet .!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ek Shair Ek Geet .!

    Originally posted by La'hasil View Post
    Sab Say Pehlay Aquari Mujhay Yeh Silsila Buhat Passand aya hai :x




    Aur Dil


    Dil ka kia karein Sahib
    Hum tumhian Paey Martay Hain
    Julm Sirf ithna hai
    TUmhi Say Pyaar kartay hain
    THANKYOU..:phool:
    mager dear shair ..share nahi kyaa app ney
    chaloo shabash ek shair bhi share karoo jis main "dil" ata hoo

    Comment


    • #17
      Re: Ek Shair Ek Geet .!

      yeh song app sey pehley wali post main hi la'hasil ney share kya haii
      or plzz silsilaey k rules ko follow karain

      koi bhi lafz previuos post sey chun kr us sey shair or song dono cheezain share karainn..
      Last edited by aquari; 4 September 2007, 08:36.

      Comment


      • #18
        Re: Ek Shair Ek Geet .!

        Dil Say Shair Hazir Hai


        Yeh Dil Yeh Ujri Hoi Chasm-e-Nam Yeh Tanhaye
        Hamaray Pass tu Jo bhi hai Maal Dard Ka Hai
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #19
          Re: Ek Shair Ek Geet .!

          oks

          Comment


          • #20
            Re: Ek Shair Ek Geet .!

            tanhaii
            Apni tanhai merey nam pr abaad karey
            kon hogaa jo mujhy us ki trha yad kareyy


            tanhaii...dil k rastey main kaisi thookar mainey khaii
            tootey khuwab sareyy ek mayoosi hai chahii
            hr khushi khoo gaii
            tum ko ji pyar kya
            tu mainey saza yeh paii
            tanhaii ..tanhaii ..sang apney ansoo hai laii

            Comment


            • #21
              Re: Ek Shair Ek Geet .!

              nam

              S sa nam mara A sa nam tara
              ay shair parnay wali tuj ko salam mara



              dil ke surah devaro pa
              nam ha tara tara nam ha tara tara
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Ek Shair Ek Geet .!

                kindly app ek bar is thread k rules parh lain
                Last edited by aquari; 19 September 2007, 08:37.

                Comment


                • #23
                  Re: Ek Shair Ek Geet .!

                  DIL
                  Dil dya jaan kr kyun us ko wafadar Asad
                  ghaliti ki k jo kafir ko musalman samjhaa

                  HUm dil k paneyy pr
                  tera naam likhtey hian
                  chahat k afsaneyy
                  subhaa sham likhtey hian
                  lamha lamha krtey rehtey tera intezarr
                  tum sye mil kr hum ney jana kya hotaa hia pyarr...

                  Comment


                  • #24
                    Re: Ek Shair Ek Geet .!

                    tum

                    tum pakhatam sari chahat ho ge
                    phir na kisi pe yah inayat ho ge
                    kush es tarha sa karengy yaad tum ko
                    na tum ko shikwa ho ga
                    na zamana ko shikayat ho ge,


                    tum dil ke darkan ma rahtay ho rahtay ho
                    mari en sansoon ma rahtay ho rahtay ho
                    bahoon ma ay jayo sapnoo ma kho jayo
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Ek Shair Ek Geet .!

                      dil

                      Dil ki tanhai koi awaz bana lety hen ....
                      Dard jab had se guzarta ha tu ga lety hen
                      tu ga lety hen hmmmmmmmmmmmmmm

                      Comment


                      • #26
                        Re: Ek Shair Ek Geet .!

                        tanhai

                        tanhai ma akala pun saha jaya ga,
                        per mehfil ma akalay raha na jaya ga,
                        un ka sath koi na ho phir be jia jaya ga,
                        pher un ka sath koi aur ho wo saha na jaya ga,

                        tanhai tanhai tahnahi
                        dono ko pas la ayyee
                        payar ma bah gay do dil
                        moje yah kasi ayee,
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Ek Shair Ek Geet .!

                          Dil....


                          Dil kisi ka dil churana chahta ha
                          kis ko yeh apna banana chahta ha
                          jany is ko kiya howa ha ajj kal....
                          ishaq mein khud ko mitana chahta ha


                          DiL Ka Ghum Dil he Jane Kia Kaho Me Kisi Se
                          Me ne Ansho chpaye In Laboo Ke Hansi sE

                          Comment


                          • #28
                            Re: Ek Shair Ek Geet .!

                            Ishq


                            Zaroori hia tu bauht zindagi main ishq mager
                            Yeh jaan leva zarooart khuda kisi ko na dey


                            Ishq binaa kya jeen ayaroo
                            ishq binaa kya mernaa yaroo

                            Comment


                            • #29
                              Re: Ek Shair Ek Geet .!

                              Zindagi

                              Zindagi Tujhse Shuro Tujhpe Khatum Hui Jati Hai
                              Ye Kahani bhi Bazahir Mukhtasir Hui Jati Hai



                              Zindagi ko bina pyar koi kesay guzary
                              mehboob ki ankhon mein bari bat ha pyary

                              Comment


                              • #30
                                Re: Ek Shair Ek Geet .!

                                Aansuo ko bahot samjaaya tanhai mein aya karo,,,, mahfil mein hamara mazak na oraya karo,,,, ispar ansoo tarap kar boley,,,, itney logon mein apko tanha paatey hain is-liye chale ate hain,;;;;

                                YE JANE KIS KA HAE MAGAR BAHOT KHOBSORAT HAE
                                Last edited by A.h.khan; 20 September 2007, 13:07. Reason: ANSOO

                                Comment

                                Working...
                                X