Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek Shair Ek Geet .!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ek Shair Ek Geet .!

    Aslamalikum :salam:

    Ajj sey Bazm_E_Shairi main hum ek naya silsila start kr rahey hainn....
    jiasey k unwan sey zahir hai.."Ek shair ek Geet"

    Is main hum ek Shair likhaingey usi shair main sey koi lafz chun kr us pr koi song/geet likhian gain..or phr next member previous post main dya gaye shiar ya geet main sey koi lafz select krk us sey apni sharing karey gaa..
    I hope k hum achi collection share karain geyy ..:ghug:

  • #2
    Re: Ek Shair Ek Geet .!

    1st post meri taraf sey

    Dard

    Rakhte Hon Jo Dard Bhara Dil Apne Seene main
    Dosron Ka Dil Phir Woh Dukhaya Nahi Karte

    Dard main bhi yeh lub muskura jatey hain
    beetey lamhey humain jub bhi yaad atey hian
    .....

    Comment


    • #3
      Re: Ek Shair Ek Geet .!

      Yaad


      waqf hai zehen faqat tairay tasawwor kay liye
      main tujhay bhola hi kahan hoon. jo tujh ko yaad karoon....

      Yadain reh jati hain ,,, batain bhol jati hain
      yeh yadain kisi dil o janam kay chalay janay kay bad aati hain....

      (mujhay sahih say yaad nahin hotay ganay....agar ghalti ho tu ....)




      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: Ek Shair Ek Geet .!

        Bhool
        pal bhar main tot jay woh qsam nahi
        app ko bhol jain woh hum nahi
        tum humain bhol jao is baat main dm nahi
        tum humain bhol jao itny bhi bory hum nahi


        main jsi din bhola doon tera piyar dil say
        woh aakhri ho meri zindagi ka

        Comment


        • #5
          Re: Ek Shair Ek Geet .!

          Dil
          Dil dya jaan kr ku us ko wafadar Asad
          ghaliti ki k jo kafir ko musalman samjhaa

          Dil dey dyaa hai jaan tumhian daingeyy
          Daghaa nahi karain gey sanam...
          ..

          Comment


          • #6
            Re: Ek Shair Ek Geet .!

            sanam

            ge bhar ka sanam ka dedar karaan ga
            jalti ha duneya to jalay hum to payar karaan ga


            o sanam o sanam....
            kash hota agar....
            tum nebha jatay yah....
            zindgi ka safar.....
            hum be tanha na rahtay unhe umer bhar
            tum sath hotay agar....
            Last edited by shahid_naman; 16 August 2007, 20:38.
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Ek Shair Ek Geet .!

              "Zindagi"

              Kis Tarhan Guzarti Ho Gi Zindagi Unnnnn ki
              Pehli MOHABBAT Ko Jo Dil Se Bhulaya Nahi Karte

              Zindagi ek safar hai soohana
              yahan kal kya hooo kis ney jana
              ....!

              Comment


              • #8
                Re: Ek Shair Ek Geet .!

                dil....

                dil na chaha be kesay jo dastras ma nahi.....
                bechar kar be melna jis sa apnay bas ma nahi.....
                mana ka mangtay nahi hum mohabat ke beek.....
                magar joot yah be nahi k tu mari nus nus ma nahi......


                dil ka armaa ansoon ma bah gay
                hum wafa kar ka be tanha rah gay....;
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Ek Shair Ek Geet .!

                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ek Shair Ek Geet .!

                    hamari tabiyat zara se na saaaz hay
                    zara bahaal ho jay to ain gay
                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ek Shair Ek Geet .!

                      Ansoo
                      Jo aanso dil main girty hain wo aankho ma nahe rahty
                      Bohat sy hurf aise hain jo lafzo ma nahe rehtay

                      Sun lo sun sakoo tu
                      tum ko ansoo pukarain
                      tanha..tanhajeevan k
                      kaisey din guzarain
                      sun loo ..sunsakoo tu
                      tum ko ansoo pukarain

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ek Shair Ek Geet .!

                        sunnaaaa:soch:

                        suna hay main nay ye auron say , in dino.n wo mujhe
                        bulla raha hay magar , dair ho gai shayed
                        wo mujh ko jagti raato.n k un kahay qissay
                        suna raha hay magar, dair ho gai shayed
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ek Shair Ek Geet .!

                          "suna"

                          sunaa hai loog ussey ankh bhar k dekhtey hain
                          soo us k sheher main kuch din tehr k dekhtey hain

                          sunzara sooniyaa sun zara
                          aaj khamoshyoo main keh rahi hai sada
                          dharkaian hain dewani ,dil bhi kuch keh raha hai ...sun zara

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ek Shair Ek Geet .!

                            Sunnai Dete ha jis ki dharkan,
                            tumhara dil ya hamara dil ha

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ek Shair Ek Geet .!

                              Sab Say Pehlay Aquari Mujhay Yeh Silsila Buhat Passand aya hai :x




                              Aur Dil


                              Dil ka kia karein Sahib
                              Hum tumhian Paey Martay Hain
                              Julm Sirf ithna hai
                              TUmhi Say Pyaar kartay hain
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment

                              Working...
                              X