Re: Dil_E_Veeran Ki Diary Sai Intekhaab .
phirty hain kab se derbader ab iss nager ab uss nager
ik doosry k ham safer main aor meri aawargi
na anshna her ik nazer na mehernaab her ik nazer
jaain to ab jaain likher main aor meri aawargi
Hum b kabi aabad thy aisy kahan abad thy
befiker thy aazad thy masroor thy dil shad thy
woh chal aisy chal gaya hum bujh gaye dil jal gaya
nikly jala k apba gher main aor meri awargi
jeena boht aasan tha ik shakhs ka ehsaan tha
hum ko bhi ik arman tha woh khuab ka saman tha
ab khuab hai na arzoo arman hai na justajoo
yoon bhi chalo khush hain mager main aor meri aawargi
woh mahwash, woh mah ru, woh mah kamal hubahu
thi jis ki baatain kubaku iss se ajab thi guftagu
phir yoon hoa woh kho gaye aor mujh ko zid si ho gaye
laain ge uss ko dhoond ker main aor meri aawargi
Yeh dil hi tha jo seh gaya woh baat aisy keh gaya
kehny ko phir kya reh gaya ashkon ka derya beh gaya
jab keh k woh dil ber gaya tery lye main mer gaya
roty hain iss ko raat bher main oar meri awargi
ab gham uthaain kis lye ansu bahaian kis lye
yeh dil jalain kis lye yoon jaan ganwaain kis lye
paesha na ho jis ka sitem dhondain ge hum aisa sanam
hoon ge kahin to karger main aor meri awargi
asar hain sab khot k imkan hain sab chhot k
ghr band hain sab khot k ab khatam hain sab totky
qismat ka sab yeh phair hai andhair andhair hai
aisy hoy hain be aser main aor meri awargi
jab humdom-o-humraaz tha jab aor hi andaz tha
ab soz hai tab saz tha ab sherm hai jab naz tha
ab mujh se ho to ho b kya hai saath woh to woh b kya
ik be huner ik be samer main aor meri awargi

Comment