Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

***Aquari ki Biyaaz***

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: woh skahs jis ney mujeyy ...

    really very nice collection aquari ... umdaah intekhaab aik sath parnay ko mila ... keep sharing .. :rose )


    Originally posted by aquari View Post
    woh shaks jis ney mujhey wird ism-e-yaar diyaa
    safar main saath rakha,wapsi main mar diyaa

    Jo sans paoo k talwoo sey kheenchtaa hoo main
    woh mehmaloo main palii yasmeeen pey war diyaa

    Khuda sabz ney yakh bastgi k mausam mainn
    main bin gaya tu mujhey aag sey guzar diyaa

    shikast kahtey howeyy lashkaroo k shahoo koo
    bana k qaidi rakhaa ,baqiyoo ko mar diyaa

    Comment


    • #77
      Re: ***Aquari ki Biyaaz***

      :rose
      Attached Files

      Comment


      • #78
        Re: ***Aquari ki Biyaaz***

        :)
        Attached Files

        Comment


        • #79
          Re: ***Aquari ki Biyaaz***

          " Khushbo'on ki tarah meri har saans mai
          Piyar apna basanay ka wada kro
          Rang jitne tumhari Mohbt k hein
          Mere dil mai sajanay ka wada kro"

          Awesome yarr kya baat hai........

          Comment


          • #80
            Re: ***Aquari ki Biyaaz***

            Originally posted by pinkrosejust4u View Post
            " Khushbo'on ki tarah meri har saans mai
            Piyar apna basanay ka wada kro
            Rang jitne tumhari Mohbt k hein
            Mere dil mai sajanay ka wada kro"

            Awesome yarr kya baat hai........

            thankyou

            Comment


            • #81
              Re: ***Aquari ki Biyaaz***

              Originally posted by aquari View Post
              thankyou
              " Its My Pleasure " :shh:

              Comment


              • #82
                Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                one of my fav
                Attached Files

                Comment


                • #83
                  Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                  AARZOO
                  Mujahy BeKhudi Ki Hay Aarzoo,Mujhay Qurbaton Ka Khumar De
                  Mery Ang Ang Mein Yun Utar k Mujhi Mein Khud KoUtarDe

                  Tu Jo Poor Poor Mein Bas Gaya To Hay Doorion Ka Jawaz Kya
                  Meri Zindagi Mere Pass Aa,Meri BeKali Ko Nikhar De

                  Meri Zindagi Pe Muheet Hain,Vohi Wehshatein Vohi Doorian
                  Main Khizan Raseeda Si Sham Hoon,Mujhay Apnay Rukh Ki Bahar De


                  Meri BeBasi Hay Baja Magar,Mery Shok Ka Bhi Hisab Kar
                  Main Siyah Naseeb Jo Hoon Agar,Tu Mera Naseeb Sanwar De

                  Hay Nazar Nazar Teri Justaju,Tu Meri Wafa Ki Hay Aabroo
                  Kabhi Yun b Ho Mery RuBaru Mujhay Jaan Se Hi Guzar De


                  Mujhay Iss Tarah Se Tu Yaad Aa,Teri Yaad Ka Guman b Na Ho
                  Tu Mery Khayal Mein Yun Sama,Mera Harf Harf Nikhar De
                  Last edited by aquari; 23 February 2007, 07:44.

                  Comment


                  • #84
                    Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                    " Mujahy BeKhudi Ki Hay Aarzoo,Mujhay Qurbaton Ka Khumar De
                    Mery Ang Ang Mein Yun Utar k Mujhi Mein Khud KoUtarDe"


                    Wah Wah Wah
                    App ne toh ajj ka mushaira loot liya:)

                    Comment


                    • #85
                      Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                      bus ji ap ka husn-e-nazar haii
                      Last edited by aquari; 23 February 2007, 08:00.

                      Comment


                      • #86
                        Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                        Attached Files

                        Comment


                        • #87
                          Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                          " Mana k bht Rooh k azar Rahein gay
                          Hum tere phr bhe Talabgar rahe gay "


                          Nice yaar lagta hai k ye mere liye likha hai ;-)

                          Comment


                          • #88
                            Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                            app ko pasand aya..............bauht shukriyaa
                            aksar poetry humari zindagi ki ainadar hoti haii

                            Comment


                            • #89
                              Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                              Originally posted by aquari View Post
                              app ko pasand aya..............bauht shukriyaa
                              aksar poetry humari zindagi ki ainadar hoti haii
                              " Janab mujhe na sirf passand aya balqe ais alaga k apne mere dil ki baat keh di:).

                              Ye toh haqiqat hai k jo baat hum nhy keh saktay uss k liye hum Poetry ka sahara letay hein."

                              Comment


                              • #90
                                Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                                haa bauht bara asra hoti hai poetry..zakhm khaye howoo k liyaa

                                Comment

                                Working...
                                X