Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

***Aquari ki Biyaaz***

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

    Originally posted by aquari View Post
    SEARCH KA OPTION HAI....MAINNEY TRY KYA HAI BUT NO RESPONSE.

    Admin ko mail ker k pooch lain..n plz don't mind yeh yaar ka lafz zara kum use karain it doesn't look nice....

    thankyou
    waisey app kya kertey hain?un ko mananey k elawa:eye:

    " Haan delete kerdia hai Admin ne:-(
    Well sorry Profesoor Aunty apko burra laga ainda nhy kahun ga........
    Mein unhein mananey k elawa hmmmmm nice question
    Miane Graduation kya hai aur ab MBA mai admission lene ka soch rha hun uske elawa mein Job kerta hun."

    Comment

    • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

      Originally posted by pinkrosejust4u View Post

      Thats very nice best of luck..
      mainney bhi graduation k papers diya hai dec main or result ka wait ker rahi hoo

      kaha jobk ertey hian app?

      Comment

      • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

        Originally posted by aquari View Post
        Thats very nice best of luck..
        mainney bhi graduation k papers diya hai dec main or result ka wait ker rahi hoo

        kaha jobk ertey hian app?
        " Best of luck................
        Well mein anday garam anaday ki awaz nhy lagata;-)
        mind mut krna Professor Aunty bas app se thora bht mazak ker leta hun werna
        uske naraz hone k baad ye bhe adat nhy...............
        Well mein KESC mai job kerta hun aur ab self study kerne ki tayari ker rha
        hun bcz admission toh June mai start hon gay.
        Waise app ne kis field mai graduation kia hai???
        Kahin se lagta nhy hai k app ne graduation kia hai aisa lagta hai k PHD ker k bethi ho Professor Aunty

        Comment

        • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

          Aur ye Admin walay meri poetry se jealous hjo gaey jabhi unhon ne delete krdia mera thread :-(
          Unko darr lagne laga tha k mein kahin famous na ho jaun:-)

            :) best of luck to u to ..yani k kesc kakoi musla ho tu app ko kaha jaskata haii :mm: ..
            mainney B.com final k paers diya hain..app meri baatoo sey shayed anadza lagay hai..khiar baatain tu experience ki bina per kerni ajati hai..main ney PhD i think zindagi k badlney per kya hia ya ker rahi hoo ........
            app ney apni un k barey bataya nahi...kuch

                :salam:
                Attached Files

                Comment

                • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                  :dua

                    Mein KESc mai Audit kerta hun koi line man nhy hun wel phr bhe jitnzarur karun ga.
                    Gg janab meri woh k baray mai sun na hai toh
                    She is a sweet like borri of sugar...
                    She is open book koi bhe aram se usko read ker sakta hai
                    aur aur aur.............
                    Haan yaad aya uski 2 ankhein hein
                    2 hath hein
                    means k sab normal insan ki tarah hai
                    lekin masoom bht hai

                    Comment

                    • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                      Originally posted by aquari View Post
                      " Hanse rhy ho mujh per:( ALLAH pochay ga app se
                      Haan app bhe jealous ho gye hogi poetry se ".

                      Comment

                      • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                        Originally posted by pinkrosejust4u View Post
                        Mein KESc mai Audit kerta hun koi line man nhy hun wel phr bhe jitnzarur karun ga.
                        Gg janab meri woh k baray mai sun na hai toh
                        She is a sweet like borri of sugar...
                        She is open book koi bhe aram se usko read ker sakta hai
                        aur aur aur.............
                        Haan yaad aya uski 2 ankhein hein
                        2 hath hein
                        means k sab normal insan ki tarah hai
                        lekin masoom bht hai

                        kya description hai........zaberdast
                        waisey ishq frishtoo sey kya bhinahi jata..insanoo sey hi ketey hain

                        khair allah un k masoom dil main app k liya rehm dal dain jald azjald:insha:

                        Comment

                        • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                          :blush:
                          Attached Files

                          Comment

                          • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                            " Her ek roop mai hai woh mera
                            Kaise keh doon phr harjai".......

                            gr888888888 yaar

                            Comment

                            • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                              thank you
                              Attached Files

                              Comment

                              • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                                :rose
                                Attached Files

                                Comment

                                Working...
                                X