Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sadaf Aslam Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Saber

    arey wa sadaf ji kiya baat hai aap k sher ki zaber10

    Comment


    • #62
      Re: Saber

      very nice kia baat hay shair kee aur sister kee bee

      Comment


      • #63
        ishq

        ae ishq a'a k phir say koi tajerbah kerain
        dil bholnay laga hai poranni khaniyan:rose

        Comment


        • #64
          chand

          ik say musafir hain
          ik sa muqder hai
          main zameen pay tanha
          aur woh a'asmanon main!

          Comment


          • #65
            Re: chand

            ik say musafir hain
            ik sa muqder hai
            main zameen pay tanha
            aur woh a'asmanon main!
            zabardast

            Comment


            • #66
              mager main be chain hon.........

              :rose MAGER MAIN BE CHAIN HON:rose
              samnder per kharry ho ker main khud ko bhool jata hon
              chamktti dhoop ka soona merri fitrat ka a'anchal hai
              fiza main rung bikhrry hain
              zameen ka rang nikhrra hai
              derakhtton per laddy pholoon nay mera naam likha hai
              fiza k serd hatton main mery khwabbon ki
              lazat hai
              mager main be chain hon
              aur bhot be chain hon

              Comment


              • #67
                Re: mager main be chain hon.........

                bohot khoob sadaf....keep sharing....:rose
                sigpic


                Comment


                • #68
                  Re: Sadaf Ki Choice

                  really Sadaf jee

                  aap bhot accha likhte hain pleas daily kuch na kuch lekh dea karian

                  Wish you a Happy Eid Mubarak

                  Comment


                  • #69
                    Re: Sadaf Ki Choice

                    salam,,,,,,,,,,,,
                    EID MUBARAK sadaf,,,,,,,,,,,or sab ko
                    aap acha likhti hoo

                    Comment


                    • #70
                      Re: Sadaf Aslam Ka Intikhaab

                      taruf roog ban jaye tu us ko bholna behter
                      ta'luq bhojh ban jaye tu us ko torrna acha
                      woh afsana jisye anjam tak lana na ho mumkin
                      usay ik khobsurat morr dey ker chorna acha

                      Comment


                      • #71
                        Re: Sadaf Aslam Ka Intikhaab

                        Nice Poetries...
                        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                        Comment


                        • #72
                          Re: Sadaf Aslam Ka Intikhaab

                          zabardast

                          Comment


                          • #73
                            Re: Sadaf Aslam Ka Intikhaab

                            Bas itna hi kehna hai humain tum se
                            Ankhon main Mujhe rakhna Dil main wafa rakhna

                            Jeene ka bas yeh hi andaaz tum apnana
                            Jo Raaz tumhare hain woh sirf hum ko batana

                            Bas intezaar karna Betaab hoke humara
                            Ek Roz to aayenge Darwaza khula rakhna

                            Comment


                            • #74
                              Re: Sadaf Aslam Ka Intikhaab

                              :rose SHUKRIYA my frnds
                              Last edited by Sadaf Aslam; 30 January 2007, 15:47.

                              Comment


                              • #75
                                Re: Sadaf Aslam Ka Intikhaab

                                jo loog chally jatye hain wapis nahi a'aty
                                hum bhoolna chain tu bholla nahi patty
                                yeh chand sitarry mujhy kerty hain nasehat
                                ratton ko phirra kerty ho so kyun nahi jatty

                                Comment

                                Working...
                                X