Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Salauddin Mengal Ka Intikhab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Dard

    Originally posted by Rida
    Assalaam-0-Alaikom:rose

    buht khoob



    thanks rida i am proud of u u likemy poetry.
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • Re: Dard

      Originally posted by barish
      hmmmm achy poem hay


      Barish thanks for repling,.,,
      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

      Comment


      • Re: Lexicon Ka Intikhaab

        aap ke poetry me choice bohot achi hai.........keep sharing.....:)
        sigpic


        Comment


        • Re: :Ehsaas Hai:

          Originally posted by baad-e-saba
          you are welcome


          thanks for choicing..

          Kaun Kaheta Hai Woh Mere Bagair Tanha Hoga
          Woh Ek Chirag Hai Kahi Aur Jalta Hoga


          Yeh To Hum Hai Ek Saakin si Jheel
          Woh To Bikhta Huwa Ek Dariya Hoga


          Woh To Rehta Hai Mohabbaton Ke Desh Mein
          Usse Kya Khabar Koi Usko Sochta Hoga


          Woh Mere Dard Se Be-Khabar Nahi Tha Magar
          Usse Dukh Baatne Ka Na Saleeqa Hoga


          Itna Naadan Nahi Ki Samajh Bhi Na Sake
          Usi Ka Tazkara Meri Har Ghazal Mei Huwa Hoga


          Banaya Gaya Tha Hume Khulus Ki Mitti Se
          Hume Khabar Na Thi Woh Bad-Gumaan Hoga


          Maine Usse Chaha Tau Chahata Hi Gaya
          Meri Shiddato Se Ghabra Kar Woh Chal Diya Hoga

          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • Re: Hum ju kehty they zindagi kuch nahi hay terey bina

            bohot hi zabardast sharing hai.........:)
            sigpic


            Comment


            • Re: Udaasioon ka sabab jo likhna,

              thank you so much for repling ....
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • Re: itni masum thi zindagi

                thanks Wafa reply karne ka...
                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                Comment


                • Re: Kaheen Ao Ban ky Lab Pr tra nam ...

                  Originally posted by Wafa
                  bohot khoob....:)


                  Thanks Wafa reply karneka,
                  YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                  Comment


                  • Re: Kaheen Ao Ban ky Lab Pr tra nam ...

                    :rose :rose :rose :rose
                    Originally posted by ummid
                    bhoot hi acchi ghazal hai......thanxx for sharing....:)

                    Thanks Ummid For Repling...:rose :rose :rose :rose
                    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                    Comment


                    • Re: Kaheen Ao Ban ky Lab Pr tra nam ...

                      Originally posted by Rida

                      Assalaam-0-Alaikom:rose

                      buht khooob


                      thanks Sister For Reping...:rose
                      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                      Comment


                      • Re: Kaheen Ao Ban ky Lab Pr tra nam ...

                        Originally posted by Eshaa_wellwisher
                        Assalam_O_Alaikum,
                        Boaht khoob



                        thanks so much for repling.

                        Last edited by Yaaram; 7 July 2006, 15:18.
                        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                        Comment


                        • Re: Hum ju kehty they zindagi kuch nahi hay terey bina

                          thanks for repling....
                          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                          Comment


                          • Re: Kaheen Ao Ban ky Lab Pr tra nam ...

                            Bohat KHooB LexicoN :rose
                            Allah

                            Comment


                            • *~*~* Maan Jati *~*~*

                              *~*~* MAAN JATI *~*~*


                              Agar Guftagu Ka Main Aaghaaz Karta
                              Jhiraktii,Bigartii Magar Maan Jati

                              Jo Main Barh Kar Uss k Qadam Rok Leta
                              Vo Paaon Patakhtii Magar Maan Jati

                              Main Kehta,Chalo Tum Ko Ghuma Ker Laon,
                              Akarrti,Jijhaktii Magar Maan Jati

                              Jo Main Barhta Uss Ko Galy Se Lagany
                              Jijhaktii,SimatTi Magar Maan Jati

                              Jo Main Husan k Uss Ki Tareef Karta
                              Vo Banhein Jhataktii Magar Maan Jati

                              Vo Meri Shokh Batoon Per Khamosh Rehti
                              Dopatta Katartii Magar Maan Jati

                              Jo Main Uss Ko Takta...Zameen Ko Vo Taktii
                              Angootha Ragartii Magar Maan Jati

                              Vo Nazdeek Aati...Main Daman Pakarta
                              Haya Se SimatTi Magar Maan Jati

                              Jo Peechay Se Aanchal Ka Phanda Banata
                              Bohat Tilmilati Magar Maan Jati

                              Vo Gussay Mein Jo Mujh Se Naraz Hotii
                              Bikhartii,Taraptii Magar Maan jati

                              Jo Main Banhoon Mein Uss Ko Gher Leta
                              Bohat KusMasati Magar Maan Jati

                              Main Kehta k Parhny Ka Choro Bahana
                              Vo Safhey PalatTi Magar Maan Jati

                              Jo Kehta k,Rahoon Per Chaliye Sambhal Kar,
                              Uchaltii,Mataktii Magar Maan Jatii...!!!
                              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                              Comment


                              • Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye GumaaN Baaqi

                                Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye GumaaN Baaqi
                                Kisi Shakhs Ke Anne Ka Abhi ImkaaN Baaqi Hai


                                Muddat Hoyi Ek Shakhs Ko Bichrey Lekin
                                Aaj Tak Merey Dil Pe Ek NishaaN Baaqi Hai


                                Wo SayibaaN Chhen Gaya To Koi Gham Nahee
                                Abhi To Merey Sir Pe Ye AasmaaN Baaqi Hai


                                Kashti Zara Kinaarey Ke Qareeb Hi Rakhna
                                Biphri Hoyi Lehron Mein Abhi ToofaaN Baaqi Hai


                                Tumharey Hi Ashkon Ne Lab Si Diye Warna
                                Abhi To Merey Dukhoon Ki Bohut DaastaN Baaqi Hai


                                Ghamon Se Keh Do Ke Abhi Na Rakht-e-Safar BaandhaiN
                                Ke Abhi To Merey Jism Mein Kuch Aur JaaN Baaqi Hai


                                Ja Chukey Hain Sab Log Khamosh Parhi Hai Basti
                                Magar Kisi Aas Pe Ek Makeen-e-MakaaN Baaqi Hai

                                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                                Comment

                                Working...
                                X