Ek Kahani Sabi Nay Sunai Magar Chaand Khamosh Tha
Uss Ki Awaz Ka Muntazir Tha Nagar Chaand Khamosh Tha*
Kon Tha Jis Ki AahooN Kay Ghum Main Hawa Sard Thi Shehar Ki
Kis Ki Veran AnkhooN Ko Lay Kar Asar Chaand Khamosh Tha
Woh Jo Sehta Raha Rat JagooN Ki Saza Chaand Ki Chaa Mein
Maar Gaya Jab Tu Noh KinaN Thay Shajar Chaand Khamosh Tha
Uss Say Mil Kay Mein YooN Khamashi Aur Awaz Main Qaid Tha
Aik Sada Tu Meray Sath Thi Hum Safar Chaand Khamosh Tha
Kal Kahin Phir Khuda Ki ZameeN Pae Koi Saneha Ho Gaya
Mein Nay Kal Raat Jab Bhi Utayi Nazar Chaand Khamosh Tha
--------------------

Comment