Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pagal Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pagal Ka Intikhaab

    Ek Kahani Sabi Nay Sunai Magar Chaand Khamosh Tha
    Uss Ki Awaz Ka Muntazir Tha Nagar Chaand Khamosh Tha*

    Kon Tha Jis Ki AahooN Kay Ghum Main Hawa Sard Thi Shehar Ki
    Kis Ki Veran AnkhooN Ko Lay Kar Asar Chaand Khamosh Tha

    Woh Jo Sehta Raha Rat JagooN Ki Saza Chaand Ki Chaa Mein
    Maar Gaya Jab Tu Noh KinaN Thay Shajar Chaand Khamosh Tha

    Uss Say Mil Kay Mein YooN Khamashi Aur Awaz Main Qaid Tha
    Aik Sada Tu Meray Sath Thi Hum Safar Chaand Khamosh Tha

    Kal Kahin Phir Khuda Ki ZameeN Pae Koi Saneha Ho Gaya
    Mein Nay Kal Raat Jab Bhi Utayi Nazar Chaand Khamosh Tha


    --------------------
    When i read more i kn0w m0re
    than i know how less i kn0w.

  • #2
    Zamanain Beet jatey hain...

    kabi nazrain milanain main zamanain beet jatey hain
    kabi nazrain churanain main zamanain beet jatey hain.


    kisi nain ankh bi khooli so soney ki naghri main
    kisi ko ghaar banain main zamanain beet jatey hain

    kabi khoola darwaza khari the samnain manzil
    kabi manzil ko panain main zamanain beet jatey hain

    kabi tareek siya ratain humain ik pal ki laghti hain
    kabi aik pal bitanain main zamanain beet jatey hain


    Aik pal main toot jatey hain umar bhar key woh rishtey
    woh rishtey jo banain main zamanain beet jatey hain
    When i read more i kn0w m0re
    than i know how less i kn0w.

    Comment


    • #3
      Re: Zamanain Beet jatey hain...

      Aik pal main toot jatey hain umar bhar key woh rishtey
      woh rishtey jo banain main zamanain beet jatey hain

      VERY GOOOOOOOOOOOOOOOOOOOD
      :tomato:

      Comment


      • #4
        Re: Zamanain Beet jatey hain...

        buhat khooooooooob buhat khooooooooob really ............kya yeh aapki apni poetry hai yaaaaaaa ..............?baher haal buhat achaaa

        Comment


        • #5
          Re: Chaand khamosh tha...

          Woh Jo Sehta Raha Rat JagooN Ki Saza Chaand Ki Chaa Mein
          Maar Gaya Jab Tu Noh KinaN Thay Shajar Chaand Khamosh Tha


          WAH BOHAT SHANDAAR

          BOHAT HI AALLAAAAA

          BOHAT HI NICEEEEEEEEEEEEEEEE.

          Comment


          • #6
            Re: Chaand khamosh tha...

            Bohut Hi Nice :) Tfs

            Comment


            • #7
              Re: Zamanain Beet jatey hain...

              Nice :)

              Comment


              • #8
                Re: Chaand khamosh tha...

                very nice

                Comment


                • #9
                  Re: Chaand khamosh tha...

                  bohot khoob....ache sharing hai.....:)
                  sigpic


                  Comment


                  • #10
                    Re: Zamanain Beet jatey hain...

                    Aik pal main toot jatey hain umar bhar key woh rishtey
                    woh rishtey jo banain main zamanain beet jatey hain

                    bauht khoobsoorat ................

                    Comment


                    • #11
                      Re: Chaand khamosh tha...

                      vvvvvvvv niceeeee

                      Chand khamoosh thaaa

                      GOOOOOOOd
                      KOI TO HO :dua

                      Comment


                      • #12
                        Re: Chaand khamosh tha...

                        Originally posted by pagal View Post
                        Ek Kahani Sabi Nay Sunai Magar Chaand Khamosh Tha
                        Uss Ki Awaz Ka Muntazir Tha Nagar Chaand Khamosh Tha*

                        Kon Tha Jis Ki AahooN Kay Ghum Main Hawa Sard Thi Shehar Ki
                        Kis Ki Veran AnkhooN Ko Lay Kar Asar Chaand Khamosh Tha

                        Woh Jo Sehta Raha Rat JagooN Ki Saza Chaand Ki Chaa Mein
                        Maar Gaya Jab Tu Noh KinaN Thay Shajar Chaand Khamosh Tha

                        Uss Say Mil Kay Mein YooN Khamashi Aur Awaz Main Qaid Tha
                        Aik Sada Tu Meray Sath Thi Hum Safar Chaand Khamosh Tha

                        Kal Kahin Phir Khuda Ki ZameeN Pae Koi Saneha Ho Gaya
                        Mein Nay Kal Raat Jab Bhi Utayi Nazar Chaand Khamosh Tha


                        --------------------
                        buhat khob zaber10

                        Comment


                        • #13
                          Re: Chaand khamosh tha...

                          zaber10

                          Comment


                          • #14
                            Re: Chaand khamosh tha...

                            nice......
                            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Zamanain Beet jatey hain...

                              bohat he zaberdast

                              Comment

                              Working...
                              X