Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

<<Muqadas>> ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Barson ke baad

    Bohat he payari ghzal hai aap ke

    thanks for sharing:)

    Comment


    • #32
      Re: Ashaar

      bohat he payaray ashaar hain
      thanks for sharing
      kush rahain:)
      dua go
      eyes2good

      Comment


      • #33
        Re: Ashaar

        bohat shukria appp logon ki nazr e karam ka thnaks alot :)

        Comment


        • #34
          Re: Barson ke baad

          Originally posted by ummid View Post
          nice ji:) ..lage raho:blush: ...I mean keep sharing..
          hi umeed :salam: thanks 4 reply

          bohat shukria eyes n ishq

          Comment


          • #35
            Ajnabi shehar k ajnabi raste mare tanhaii pay muskuratay rahay

            Ajnabi shaher k ajnabi raste
            mari tanhai per muskurate rahay
            mai buhaat der tak yonhen chalta raha
            tum buhat der tah yaad atay rahay
            ajnabi shaher k ajnabi raste
            mari tanhai per muskurate rahay
            zeher milta raha zeher sayte rahay
            roz jalte rahey roz marte rahay
            zindagi bhi tumhain azmati rahee
            or hum bhi osay azmate rahay
            ajnabi shaher k ajnabi raste
            mari tanhai per muskurate rahay
            zahkum jab bhi koi zehan per laga
            zindagi ki teraf aik dareecha khula
            hum bhi goya kisi saaz k taar hain
            choot kahte rahay gungunate rahay
            ajnabi shaher k ajnabi raste
            mari tanhai per muskurate rahay
            Last edited by MuQadas; 16 October 2006, 04:11.

            Comment


            • #36
              Re: Ajnabi shehar k ajnabi raste

              hmmmmmmmmmmmmm very nice shairing........
              Har-Fun-Moula

              Comment


              • #37
                Re: Ajnabi shehar k ajnabi raste

                nice

                Comment


                • #38
                  Re: Ajnabi shehar k ajnabi raste

                  may fav ghazal Muqadas :)


                  Never trust blindly!!!!

                  _______________________________



                  _____________________________________________

                  Comment


                  • #39
                    Re: Ajnabi shehar k ajnabi raste

                    Originally posted by Khushi View Post
                    may fav ghazal Muqadas :)
                    maree bhi :)

                    pasandedge ka bohat shukaria khushi appka reply dekh k mughay bare khushi hoi:phool: thanksalot khalil n hamsafar

                    Comment


                    • #40
                      Dua by Faiz ahmmed Faiz

                      Comment


                      • #41
                        Re: Dua by Faiz ahmmed Faiz

                        very nice
                        Is ko aap ne khusd design kiya hai?


                        Comment


                        • #42
                          Re: Dua by Faiz ahmmed Faiz

                          pasandedge ka bohat shukria nahi bhai designing apnay bus ki bat nahi :)

                          Comment


                          • #43
                            Re: Dua by Faiz ahmmed Faiz

                            very nice mera khiyal hay Irfan ul haq farooki sahib ny design kia hay

                            Comment


                            • #44
                              Re: Dua by Faiz ahmmed Faiz

                              yeh aap ko khush design nahi kee es liy esy es section main move ker dia hay.

                              Comment


                              • #45
                                Re: Dua by Faiz ahmmed Faiz

                                ahaaa nice sharing :)
                                Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                                Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                                Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                                Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                                Comment

                                Working...
                                X