Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

<<Muqadas>> ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • <<Muqadas>> ka Intikhaab

    dil k sehrah say koi bond lahoo ki nikli
    khas o khashak say aik beer bahuti nikli

    dekhtay thay tujhay shamshad qadon main lakin
    teray qad say tere qamat kahin chote nikli

    sir patakte thi darechay say koi nagan si
    rat barish ki hawa shehar ko daste nikli

    guftago kaysay ajeb mor pay aapohnchi hai
    bat jo dil main rahi dafan kabhi ki ....nikli

    saselab k asar daratay thay bohat
    log chonkay thay kise ghar say jo kashte nikli b ko

    har aay thay kise mor pay ham raston k
    umar ki sare kamai bare saste nikli

    zakham pay rakhnay laga hai koi lehaja marham
    dard ka bojh hata dil say udase nikli

    raas itni hi hamain dil qurbat e dunya aai
    dil ko aram na tha rooh bhi piyase nikli

    woh jo majnoon nay kahi najad k sehraoon tak
    zindage dor talak bat woh kehte nikli

  • #2
    Re: my fav ghazal

    raas itni hi hamain dil qurbat e dunya aai
    dil ko aram na tha rooh bhi piyase nikli


    bohot ache ghazal hai.......:rose
    sigpic


    Comment


    • #3
      Re: my fav ghazal

      buht khoob ...muqadas ji .. khush rahi
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: my fav ghazal

        bohat bohat shukaria wafa n hala

        Comment


        • #5
          Re: my fav ghazal

          nice

          Comment


          • #6
            Re: my fav ghazal

            nice choice

            Comment


            • #7
              Re: my fav ghazal

              yeh waqai bauaht khoobsoorat gazal hai..:)
              thanx for sharing..:rose

              Comment


              • #8
                Re: my fav ghazal

                Originally posted by ummid View Post
                yeh waqai bauaht khoobsoorat gazal hai..:)
                thanx for sharing..:rose

                :) bohat shukaria umeed khalili n maha

                Comment


                • #9
                  Re: my fav ghazal

                  great app is ke qabil hai..
                  YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                  Comment


                  • #10
                    Re: my fav ghazal

                    Originally posted by Lexicon View Post
                    great app is ke qabil hai..

                    o ji kis qabil ji

                    Comment


                    • #11
                      Re: my fav ghazal

                      Nice Jee.....Thanks for Sharing:)

                      Comment


                      • #12
                        Re: my fav ghazal

                        welcome n thanks 4 reply

                        Comment


                        • #13
                          Main kon hoon

                          Comment


                          • #14
                            Ashaar

                            tasveer e shahkaar woh lakhon main bikki
                            jis main baghar roti kay bacha udaas hai

                            ehsaas ki qandeel sey roshan ho jis ka dil
                            us shakhs ko jugnoo ki zaroorat hi nahin hai


                            patay hain kuch gulab pathron main parwarish
                            aate hai pathron say bhi khushboo kabhi kabhi

                            Comment


                            • #15
                              Re: Main kon hoon

                              bhoot hee hoob Allah ap ko shaty kamla naseeb kary.......(amein)
                              Zahid hussain

                              Comment

                              Working...
                              X