:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~
Collapse
X
-
Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~
LOVING FRIEND
there you were.
I didn't have to say a word,
you just knew.
Just like you always do.
We're connected with a special bond.
For of you I am so very fond.
We're friends connected at the heart.
Nothing can succeed in tearing us apart.
Never trust blindly!!!!
_______________________________
_____________________________________________
Comment
-
Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~
FRIEND SHIP IS A BLESSING OF GOD !:ghug:
IF U HAVE A SINCEAR FRIEND THEN U HAVE EVERY THING OF LIFE !
FRIEND SHIP IS A GREAT GIFT OF GOD !
IF U DONT HAVE A FRIEND ?
BUT PLZ PLZ PLZZZZZZZZZZZ TRY TO B A SINCEAR FRIEND THEN :insha: U WILL FIND A SINCEAR , CARING N LOVELY FRIEND !
TAKE A FRIST STEP !
BEST OF LUCK!!!:rose
Comment
-
Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~
Mera zaati khiyaal hai keh aksariyat ney topic ko samjhaa nahin aur bghair samjhey kisi baat per likhaa nahin jaa sakta :)
Yahan per us muhabbat ka to ziker hai hi nahin jo muhabbat do dilon key darmiyaan us waqt pedah hoti hai jab un mein aapis mein koi ehsaas bedaar hota hai. Yahan per do doston ki muhabbat ki baat hai jo aik pakeezah, saaf suthraa aur muqaddas rabta hai. Muhabbat key kaii roop hain. Yahan per doston ki muhabbat ki baat hai.
@khalil:
Aap ko meri us muhabbat per to yaqin hai na jo meri aur aap ki dosti mein hai? Aap ko us muhabbat per to yaqin hai na jo Saima ki dosti mein aap key liye hai? To phir jaan lijiye keh muhabbat ki haqeeqat hai - chahey woh doston mein ho ya do dilon mein - aur iskey gawah bhi aap ho :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~
جب ھم اپنے ارد گرد کے ماحول میں متحرک ھو کر ایک دوسرے کی مدد میں بڑھ چڑھ کر حصہ لیتے ھیں تو اس رشتے کو انسانیت کا نام دیا جاتا ھے اور جب اس رشتے میں کچھ جذبات پیدا ھونے لگیں یعنی کہ پاکیزہ جزبات اور جب آھستہ آھستہ اس پاکیزہ جزبات کے معنی لوگوں کی سمجھ میں آنے لگیں جو خود اُس انسان کو معلوُم نھیں ھوتا تو اس معنی کو اچھے لفظوں میں مُحبت کے نام سے موسوُم کیا جاتا ھے لیکن جب اس مُحبت کو گلوں اور شکؤوں کا
زنگ لگ جاتا ھے تو اس کی تکمیل عشق کے مقام پر ھونے لگتی ھے
مُجاھدالر حمٰنLast edited by Mujahid Khan; 26 October 2006, 22:58.
Comment
-
Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~
Mei ne jo topic diya hai ous ke mutabiq aap ko sirf ous jazbey per likhna hai jo do dosto ke beech hota hai, chahey aap ousey koi bhi naam dein, chahey dosti, mohabbat, aqeedat ......... koi na koi aisa jazba hota hai na is rishtey mei ........ to bas ous per likhna tha .......
mei bhi inshallah jald hazir hoti hoon .......sigpic
Comment
Comment