Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

    :rose
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

    kia dostaana mohabbat hi pakeeza hoti hay

    Comment


    • #3
      Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

      LOVING FRIEND

      there you were.
      I didn't have to say a word,
      you just knew.
      Just like you always do.
      We're connected with a special bond.
      For of you I am so very fond.
      We're friends connected at the heart.
      Nothing can succeed in tearing us apart.


      Never trust blindly!!!!

      _______________________________



      _____________________________________________

      Comment


      • #4
        Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

        FRIEND SHIP IS A BLESSING OF GOD !
        IF U HAVE A SINCEAR FRIEND THEN U HAVE EVERY THING OF LIFE !
        FRIEND SHIP IS A GREAT GIFT OF GOD !
        IF U DONT HAVE A FRIEND ?
        BUT PLZ PLZ PLZZZZZZZZZZZ TRY TO B A SINCEAR FRIEND THEN :insha: U WILL FIND A SINCEAR , CARING N LOVELY FRIEND !
        TAKE A FRIST STEP !
        BEST OF LUCK!!!:rose
        :ghug:

        Comment


        • #5
          Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

          meaning of FRIEND F-FIRST R-RELATION I-IS E-EARTH N-NEVER D-DIE !!!

          Comment


          • #6
            Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

            Zindagi hum ghareebon ki, kuch is tarra say guzarti hay, jassi kio bachi, apni gumshuda gurria, Dhondti hay, Rotti hay or dear tak nahi sotti.

            Comment


            • #7
              Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

              Mohabat kia hay,
              Ajj tak nahi samajh saky
              bus
              aik bar
              us nay kha tha
              kio khamosh rahttay
              zindgi ko dekho
              kitni khobsorat hay
              or jab hum na
              zindagi ko karib say dekha
              to wo chali gi

              Comment


              • #8
                Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

                mery khiyal main dosti aur muhabbat 2 alg chezian hain.....

                Comment


                • #9
                  Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

                  kkhawab hotey hai dekny k liye
                  in ma ja kar raha na karo

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~



                    ~~AKS~~


                    Comment


                    • #11
                      Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

                      Muhabbat Aur Dosti Bilkul Alag Alag Cheezain Hain.
                      Dosti Buhat Achi Chez Hai.
                      Lakin Aik Baat Yaad Rakhiyae Ga
                      ''dosti Ko Kabhi Azmana Nahi Chahiyae''
                      Fight for Khilafah
                      :insha:

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

                        Mera zaati khiyaal hai keh aksariyat ney topic ko samjhaa nahin aur bghair samjhey kisi baat per likhaa nahin jaa sakta :)

                        Yahan per us muhabbat ka to ziker hai hi nahin jo muhabbat do dilon key darmiyaan us waqt pedah hoti hai jab un mein aapis mein koi ehsaas bedaar hota hai. Yahan per do doston ki muhabbat ki baat hai jo aik pakeezah, saaf suthraa aur muqaddas rabta hai. Muhabbat key kaii roop hain. Yahan per doston ki muhabbat ki baat hai.

                        @khalil:
                        Aap ko meri us muhabbat per to yaqin hai na jo meri aur aap ki dosti mein hai? Aap ko us muhabbat per to yaqin hai na jo Saima ki dosti mein aap key liye hai? To phir jaan lijiye keh muhabbat ki haqeeqat hai - chahey woh doston mein ho ya do dilon mein - aur iskey gawah bhi aap ho :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

                          :donno:

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

                            جب ھم اپنے ارد گرد کے ماحول میں متحرک ھو کر ایک دوسرے کی مدد میں بڑھ چڑھ کر حصہ لیتے ھیں تو اس رشتے کو انسانیت کا نام دیا جاتا ھے اور جب اس رشتے میں کچھ جذبات پیدا ھونے لگیں یعنی کہ پاکیزہ جزبات اور جب آھستہ آھستہ اس پاکیزہ جزبات کے معنی لوگوں کی سمجھ میں آنے لگیں جو خود اُس انسان کو معلوُم نھیں ھوتا تو اس معنی کو اچھے لفظوں میں مُحبت کے نام سے موسوُم کیا جاتا ھے لیکن جب اس مُحبت کو گلوں اور شکؤوں کا
                            زنگ لگ جاتا ھے تو اس کی تکمیل عشق کے مقام پر ھونے لگتی ھے



                            مُجاھدالر حمٰن
                            Last edited by Mujahid Khan; 26 October 2006, 22:58.

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~@~ Dostana Mohabbat - September 2006~@~

                              Mei ne jo topic diya hai ous ke mutabiq aap ko sirf ous jazbey per likhna hai jo do dosto ke beech hota hai, chahey aap ousey koi bhi naam dein, chahey dosti, mohabbat, aqeedat ......... koi na koi aisa jazba hota hai na is rishtey mei ........ to bas ous per likhna tha .......
                              mei bhi inshallah jald hazir hoti hoon .......
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X