Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushi ka Intekhab..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: chalo aaj youn kertay hain

    buhat khubsurt hai janab

    Comment


    • kaho woh dasht kaisa tha

      Kaho wo dasht kaisa tha
      Kaho wo dasht kaisa tha?
      Jidher sab kuch lutta aye
      Jidher ankhein ganwa aye
      Kaha` sailab jaisa tha `bohat chaha k bach niklein magar sab kuch baha aye

      Kaho `wo hijr kaisa tha ?
      Kabhi choo ker osay daykha!
      To tum nay kiya bhala paya
      Kaha `bas aag jaisa tha ` osay choo ker to apni rooh ye tann mann jala aye

      Kaho `wo wasl kaisa tha?
      Tumhay jab choo liya os nay
      Tu kiya ehsas jaagah tha?
      Kaha `ik rastay jaisa 'jidhar say bas guzarna tha `makaan laikin bana aye

      Kaho `wo chaand kaisa tha ?
      Falak say jo uter aya!
      Tumhari ankh may basnay
      Kaha `wo khawab jaisa tha `nahi taabeer thi oski ` ik shab sulla aye

      Kaho ` wo ishq kaisa tha?
      Bina sochay `bina sumjay`
      Bina perkhay` kiya tum nay
      Kaha ` titli k rang jaisa `bohat kacha anokha sa` jab hi us ko bhula aye

      Kaho` wo naam kaisa tha?

      Hawaoon per likha tum nay
      Kaha `bas mausamo jaisa ` na janay kis terha kis pal kisi roo may mitta aye
      Last edited by Khushi; 28 November 2006, 22:30.


      Never trust blindly!!!!

      _______________________________



      _____________________________________________

      Comment


      • Re: kaho woh dasht kaisa tha

        very nice

        Comment


        • Re: chalo aaj youn kertay hain

          bohot khoob

          chali aj youn krty hain ,,,,,,,,,,,goood

          pls keep it up
          KOI TO HO :dua

          Comment


          • Re: khwab

            waooo
            good
            khushi g
            KOI TO HO :dua

            Comment


            • Re: khwab

              thnkzzz Humair and Moomo :)


              Never trust blindly!!!!

              _______________________________



              _____________________________________________

              Comment


              • yeh tumhein pata nahi hai....

                TUMEIN KIS QADAR HA CHAHA......


                YEH JO ZEESTH KA SAFAR HA
                YEH JO RASTA HA MERA
                TUM AGAR NA SATH DO GEY
                TU YEH KIS TARHA KAHTEY GA
                MERE SOCH KEY HADOON TAKH
                YEH GHUMAN B KESAY AAYE
                KOI PAL BINA TUMARAY
                BALHA KESAY BEET JAE
                MERAY PASS TUM NAHI HO
                MERAY PASS KABH NAHI HO
                MERE YADD K NAGAR MEIN
                MERAY KHUAB K SAFAR MEIN
                MERE SOCH KEY TEHOON TAKH
                MERE ANKHOON K BANWAR MEIN
                MERAY DIL MEIN JAN MEIN TAN MEIN
                MERE HASRATON K BAN MEIN
                MERAY DIN KEY TEERGI MEIN
                MERE SHAAB KEY ROSHNI MEIN
                HAN TUM HI TOU HER KAHEEN HO
                MERAY PASS TUM NAHI HO
                MERE HER DUA KA MEHWAR
                BAS EK AARZO TUMAREY
                IS AARZO SAY AAGEY
                KOI RASTA NAHI HA
                TUMEIN KIS QADAR HA CHAHA
                YEH TUMEIN PATA NAHI HA
                Last edited by Khushi; 4 December 2006, 16:38.


                Never trust blindly!!!!

                _______________________________



                _____________________________________________

                Comment


                • Re: khwab

                  v nice khushi
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • Re: khwab

                    :) bohat he khobsorat poetry
                    thnx khushi 4 sharing

                    Comment


                    • Re: suno!! Pather nahi hona

                      sabhi lamhey badal jaein
                      meri yadoon se ik pal bi
                      kabhi ghafil nahin hona
                      Suno pathar nahin hona!!

                      Very Nice Khushi :)

                      Comment


                      • main nay uss ko yahin khoya tha!!!!

                        Sar-e-Rah
                        Kahin Jo Mil Jaye
                        Uss Say Kehna
                        K Tera Matlashi
                        Aaj Bhi Rah-e-Guzar Per Bethaa Hai
                        Aur Wahan Say Guzarnay Walo Ko
                        Tera Hulyaa Bata K Kehta Hai
                        Tum Nay Iss Ko Kahin Dekha Hai
                        Main Nay Uss Ko Yahin Khoya Thah


                        Never trust blindly!!!!

                        _______________________________



                        _____________________________________________

                        Comment


                        • Re: chalo aaj youn kertay hain

                          Shame mahefil main a kar aap ;og ghaieb ho jate ho
                          main kal on line ra kar aap ko yahoo massenger per million ga
                          kal tak khudahafiz
                          Anjum

                          Comment


                          • Re: main nay uss ko yahin khoya tha!!!!

                            good poetry
                            :)

                            Comment


                            • Re: Khushi Ka Intikhaab

                              Bazm E Shairi ke Qawaid o Zawabit ke tehat aap ko matla' kia jata hai ke apney temam pasandeeda Ashaar, Nazmen, Ghazlen .. isi Thread mein As a Reply Post keejye Is thread ka naam "Khushi ka ntikhab" hai .. agar aap ki is section mein aleyheda posts payee gayeen in future to .. delete ker di jaayen gi ... Shukryaa

                              Pegham Intizamya
                              (S.Mod Aania)
                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment


                              • Re: Abhi woh Dard baqi hai...

                                very nice khushi

                                Comment

                                Working...
                                X