Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushi ka Intekhab..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: dil dukha gaya

    nice sharing :)
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

    Comment


    • Eid aae hai Baba ...(was wriiten on earth Quake2005)

      wanted to share this poem on eid but cudnt...




      " Eid Ayi Hai Baba Kafan Bhej Do "



      Eid ii hai...Baba kaffan bheij do !
      Mera, Munni ka
      Bhaiya ka, Ammi ka
      Or piyari daddi ka,Baba kaffan bheij do
      Ab k kambal bichonay nahi chaheay
      Mujh ko apnay khilonay nahi chaheay
      Apni munni ko gurriah nahi chaheay
      Koi khuaabooon ki purria nahi chaheay
      Koi patlooon,shirt,or ghahri bhi nahi
      Daddi maa k liye charri bhi nahi
      .....
      Eid aai hai Baba...Kaffan bheij do !
      Mera bassta na janay kahan kho gia
      Meray kapray na janay kahan dafnn hain
      Sarri chiriyaan na janay kahan urr gaien
      Janay sab ashiaanay kahan dafnn hain
      Daddi maa k hatooon main tasbeeh thi
      Janay ab is k dannay kahan dafnn hain
      Jo meray piyare bhaiya ki ankhooon main thay
      Khuaashiooon k khazanay kahan dafnn hain
      Khair ..! Ab dhooondhna kia?
      Kaffan Bheij Do
      EID AAI HAI BABA...KAFFAN BHEIJ DO




      Never trust blindly!!!!

      _______________________________



      _____________________________________________

      Comment


      • Re: Eid aae hai Baba ...(was wriiten on earth Quake2005)

        What to say :( - Baaz Eidein aisi hi hoti hain keh wahan per khushiyon ki jaggah matam karney ko dil karta hai ...
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: dil dukha gaya

          Originally posted by Khushi View Post
          Kis kis tarah se mujhko na ruswa kiya gaya ...
          Ghairon ka naam mere lahoo se likha gaya ...
          Kyun aaj uska zikr mujhe khush na kar saka ...
          Kyun aaj uska naam mera dil dukhagaya

          yeh reet hay duniya kee karo jiss say piyar tum
          bas oss ko hay haq keh DILL roand ja-ay ya tham lay :)

          keep it up Khuhsi :)

          Comment


          • Re: dil dukha gaya

            Wah Khushi Kya Bath Hai..
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment


            • Re: Eid aae hai Baba ...(was wriiten on earth Quake2005)

              Great Khushi..
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • Re: Kia Khuda bhi uss ka tha!!!

                nice...
                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                Comment


                • Re: ham kiya hain

                  Originally posted by Khushi View Post
                  HUM
                  bohat khoob






                  Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                  muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                  sath hamare ye jahaaN tha sara
                  par na jane kio kisi ki kami si thi....


                  Comment


                  • Re: Kia Khuda bhi uss ka tha!!!

                    bohat umda khushi phupooo
                    When i read more i kn0w m0re
                    than i know how less i kn0w.

                    Comment


                    • woh sahilon ki hawa si larki

                      Woh Sahilon ki Hawa si Larki
                      Attached Files


                      Never trust blindly!!!!

                      _______________________________



                      _____________________________________________

                      Comment


                      • Re: woh sahilon ki hawa si larki

                        Assalaam-0-laikom:rose

                        buht khobosorat kalaam share kiya hai ......
                        www.peghamcom bhi likh daina tha naa:p
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • Re: woh sahilon ki hawa si larki

                          Great...
                          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                          Comment


                          • Re: woh sahilon ki hawa si larki

                            Ahan woh sahilon ki hawa jaisi larki ...

                            Achha intikhaab hai Khushi - bohat kam kam aati ho magar achhey intikhab key sath - lagta hai keh itna waqt chunao mein guzar deti ho :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: woh sahilon ki hawa si larki

                              v nice

                              Comment


                              • Re: Kia Khuda bhi uss ka tha!!!

                                buht khoob ..
                                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                                :pr:

                                Comment

                                Working...
                                X