Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Madiha ka Intekhab..!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Madiha ka Intekhab..!!

    Galiyun se meri tum ne guzar ker nahin dekha
    Gham ye hai k khushiyun ne mera ghar nahin dekha


    Mehroom hai woh pyar ki daulat se abhi tak
    Dil jis ne kahin apna laga ker nahin dekha


    Gumnaam hai woh phool gulistaan-e-jahan main
    Khushboo ki tarha jis ne bikher ker nahin dekha


    Aaiine faqat us ki tasalli k liye hain
    Dulhan ki tarah jis ne sanwar ker nahin dekha


    Yeh sach hai mera qatal sar-e-aam hai
    Kis ka tha mere peat main khanjer nahin dekha

    Dil cheer ker nikle hain yeh ashaar mere
    Afsoos inhein aap ne perh ker nahin dekha




  • #2
    Re: Galiyun se meri !!

    Nice :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Galiyun se meri !!

      Originally posted by Masood
      Nice :)
      Shukriya bhai

      Comment


      • #4
        Re: Galiyun se meri !!

        Originally posted by Madihak
        Shukriya bhai
        You r welcome sis - Urdu mein likha kar :dua
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Galiyun se meri !!

          Lekin Mujhy To Urdu Likhna Nahi Aati


          veeeery Nice Madihak

          Comment


          • #6
            Re: Galiyun se meri !!

            thanx Saba

            Comment


            • #7
              Re: Galiyun se meri !!

              nahi too belive me abi hee para hay.:P

              Comment


              • #8
                Re: Galiyun se meri !!

                very nice thanks for shairing..
                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                Comment


                • #9
                  Ranj umer bher raha

                  :salam:
                  Attached Files

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ranj umer bher raha

                    Madiha bohat umdah kalam hai...

                    aik tip: jab ghazal type karein to FULL JUSTIFY per rakha karein :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ranj umer bher raha

                      wah Bohat zabardast :) Acha intekhab hay :) Umdah zoq ki bohat achi misaal :rose
                      Allah

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ranj umer bher raha

                        nice one

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ranj umer bher raha

                          great

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ranj umer bher raha

                            Originally posted by Masood
                            Madiha bohat umdah kalam hai...

                            aik tip: jab ghazal type karein to FULL JUSTIFY per rakha karein :)
                            ohh acha ....:wk

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ranj umer bher raha

                              Originally posted by Yaaram
                              wah Bohat zabardast :) Acha intekhab hay :) Umdah zoq ki bohat achi misaal :rose
                              Shukriya

                              Comment

                              Working...
                              X