Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Nadidah Rafaqat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Nadidah Rafaqat



    :rose


    Kuch bhi tu nahi waisa
    jasa tujhay soucha tha
    jitna tujhay chaha tha

    kuch harf duaon kay, kuch phool wafaoon kay
    mehkaay gay meri khatir
    kuch bhi tu nahi wasa
    jasa tujhay soucha tha
    mehsoos ya hota ha dukh jhailay thay jo ab tak
    bay naam musafat ma
    likhnay ki muhbat mai, parhnay ki zaroort ma
    bay sood riyazat thi, bay faiz ibadat thi
    jo khawab bhi dekhay thay
    un jagti ankho na
    sab khaaam khiyali thi
    phir bhi tujhay panay ki dil ka kesi goshay ma
    khawahish tu bacha lie thi
    lakin tujhay pa kar bhi aur khud ko gawan kar bhi
    uss haabs ka mousam ki khirki se hawa aiy
    na phoool se khushboo ki koi bhi sada aiy
    abb na neend ha ankhon ma
    na dill ma woh pehli c tazah sukhun aaraie
    na lafz meray niklay na harf o mauni ki
    danish meray kam aiy
    nadidah rafaqat mai jitni bhi aziyat thi
    sab meray hi naam aiy
    kuch bhi tu nahi wasa

    jasa tujhay soucha tha
    jitna tujhay chaha tha
    kuch bhi tu nhi wasa
    :rose


    Last edited by fari; 24 June 2006, 17:14.


  • #2
    Re: Nadidah Rafaqat

    Bohat umdah kalaam share kiya hai Fari - kya aap inpage use nahin kar saktin??
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Nadidah Rafaqat

      pasand karnay ka shukriya Masood bhai!!!

      meray pass itna waqt nahi ha kah mai inpage mai likh sakon ....Inshallah papers khatam honay ka baad inpage per likhon gi :rose

      Comment


      • #4
        Re: Nadidah Rafaqat

        Originally posted by fari
        pasand karnay ka shukriya Masood bhai!!!

        meray pass itna waqt nahi ha kah mai inpage mai likh sakon ....Inshallah papers khatam honay ka baad inpage per likhon gi :rose
        zaroor Fari apni taleem ko sab cheezon sey pehley rakhna - taleem bohat zaroori hai :salam:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Nadidah Rafaqat

          bohut zaberdast 1 of my fav.:salam:

          Comment


          • #6
            Re: Nadidah Rafaqat

            bhot khub Fari


            Never trust blindly!!!!

            _______________________________



            _____________________________________________

            Comment


            • #7
              Re: Nadidah Rafaqat

              :salam: :rose Pasand karnay ka shukriya Madihak aur Khushi with Penguines

              Comment

              Working...
              X