Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Sitaroon se aage~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~Sitaroon se aage~

    :)

    Last edited by Wafa; 22 August 2006, 11:33.
    sigpic



  • #2
    Re: ~Sitaroon se aage~

    nice one.........:thmbup:



    Comment


    • #3
      Re: ~Sitaroon se aage~

      Originally posted by khananiz View Post
      nice one.........:thmbup:
      shukriya.....:)
      sigpic


      Comment


      • #4
        Re: ~Sitaroon se aage~

        Wafa aap ney shair ghalat likh diya hai ....

        sitaron sey aagey jahan aur bhi hain
        abhi ISHQ key imtihaan aur bhi hain
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: ~Sitaroon se aage~

          Hmm Very Nice
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: ~Sitaroon se aage~

            hmmm ishq ho ya zindagi baat to aik hi hai...par shayer ke ehsaas me ishq lafz tha...:)
            nice composition

            Comment


            • #7
              Re: ~Sitaroon se aage~

              Assalaam-0-Alaikom

              wow...wat frame.....:D
              shair ki mistake Masood bhai nay bata di :)
              composing as wholw achi hai
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #8
                Re: ~Sitaroon se aage~

                bohot bohot shukriya aap sab ka.......:phool:
                shair me ishq he hai, lekin me ne kisi song me zindagi suna aur mughe aisa ziada acha laga...:blush:
                sigpic


                Comment


                • #9
                  Re: ~Sitaroon se aage~

                  bohat zabrdast Composing ha Wafa too good I wish ka mai bhi kar sakon:)

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~Sitaroon se aage~

                    Originally posted by Wafa View Post
                    bohot bohot shukriya aap sab ka.......:phool:
                    shair me ishq he hai, lekin me ne kisi song me zindagi suna aur mughe aisa ziada acha laga...:blush:

                    woh to theek hai Wafa lekin is sey Iqbal key shair ka satyanas ho jata hai na... :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~Sitaroon se aage~

                      Originally posted by Masood View Post
                      woh to theek hai Wafa lekin is sey Iqbal key shair ka satyanas ho jata hai na... :)
                      acha.........:D
                      to theek hai me kal he correction kar do ge......:lpop:
                      sigpic


                      Comment


                      • #12
                        Re: ~Sitaroon se aage~

                        Originally posted by fari View Post
                        bohat zabrdast Composing ha Wafa too good I wish ka mai bhi kar sakon:)
                        dear wo din door nahi jab tum is se bhi ache composing karo ge.....baas tum practice karte raho ........:lpop:
                        sigpic


                        Comment


                        • #13
                          Re: ~Sitaroon se aage~

                          Originally posted by Wafa View Post
                          acha.........:D
                          to theek hai me kal he correction kar do ge......:lpop:

                          jeeti raho khush raho doodho nahao potoon phalo - mazeed kya kehtey hain :D:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~Sitaroon se aage~

                            Originally posted by Masood View Post
                            jeeti raho khush raho doodho nahao potoon phalo - mazeed kya kehtey hain :D:
                            mughe to jo likha hai ,us ka bhi adha aata hai...:blush:
                            soo nice of u ......:phool:
                            sigpic


                            Comment


                            • #15
                              Re: ~Sitaroon se aage~

                              Bohat acha,
                              ( zidagi ke imtehan aur Ishaq ke imtehan mein bohat faraq hai)


                              Comment

                              Working...
                              X