Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Rooh mein phail gaya hai woh........
Collapse
X
-
Re: Rooh mein phail gaya hai woh........
Bohat acha design kiya aap ne lekin kuch mistake hai, yeh ghazal kuch is tarah hai :
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Bankar
Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar
Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah
Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Bankar
Meri Jaagi Huyi Raaton Ko Usi Ki Hai Talash
So Raha Hai Meri Ankhon Main Jo Sapna Bankar
Dil Kay Kaghaz Par Utarta Hai Jo Sheron Ki Tarah
Meray Hontoon Pay Machalta Hai Jo Naghma Bankar
Raat Bhi aaye To Bujhti Nahin Chehray Ki Chamak
Rouh Main Phail Gaya Hai Woh Ujala Bankar
Mera Kya Haal Hai Yeh Aakay Kabhi dekh To Lay
Jee Rahi Hoon Tera Bhoola Hua Vada Bankar
Dhoup Main Kho Gaya Woh Haath Chhura Kar
Ghar Say Jo Saath Chala Tha Mera Saya Bankar
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Hum Say Her Shaam Mili Hai Tera Chehra BankerLast edited by shakeeel; 28 August 2007, 09:42.
-
Re: Rooh mein phail gaya hai woh........
wow .......Shakeel bhai thanks........
main is ki correction bhi karon gi...aur ghazal bhi design karnay ki koshish karon gi....
Comment
-
Re: Rooh mein phail gaya hai woh........
Wasi
Fari
Kishwar
Aamir
aap sab kay pasand karnay ka buht shukriyaa
Comment
-
Re: Rooh mein phail gaya hai woh........
main nay kab inkaar kia poori ghazal nahin :D
Comment
-
Re: Rooh mein phail gaya hai woh........
thanks Rb:phool:
Comment
Comment