Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Ham Ko Jahan Se Kiyaa....
Collapse
X
-
Ham Ko Jahan Se Kiyaa....
Tags: None
-
Re: Ham Ko Jahan Se Kiyaa....
Originally posted by Sweet & SourBin mangey hi qabool ho jis dil ki her dua
mangey woh khushnaseeb terey aastaan se kya :thmbup:
Buhut khoob dear :)
Comment
-
Re: Ham Ko Jahan Se Kiyaa....
Originally posted by Nav:thmbup: very nice aania
thnx u so much...:rose
Comment
-
Re: Ham Ko Jahan Se Kiyaa....
Originally posted by Jhumroowaah Aano, waah :rose kia jaadoo jagaayaa hai is jaadooaana kalaam se. mujhe hamesha hii talab rahtii hai k shaa'ir kaa naam ma'loom ho jaaye...is baar bhi tum ne shaa'ir kaa naam nahiiN likhaa aur sitam yeh oopar se k Ghazal bhii mukammil nahiiN...maqt'a to na-daarad hai...agar baqaayaa ash'aar mil jaayeN to please zaroor p[ost karna. thank you :rose
ek baat sochaa tumhaare zehn e mubaarik meN daaltaa chaluuN..aakhiri she'r ke dusre misr'e meN lafz "TERE" [te, ye, re, ye] saHeeH nahiiN hai kiuNki she'r be-vazan ho jaayegaa aur Khaarij-ul-bahr bhii...is lafz kaa ek aur roop hai vo saHeeH hogaa yahaN is she'r meN, aur vo lafz hai "TIRE" [te zer, re, ye] which has a shorter vowel. hope you didn't mind. :rose
mujhey to pm aaya thaa ke ye ghazal bana den... to bana di... :cc:
trey or terey... mein bhi confuse thee... :cc: fir socha chalo... jaan deyo dekha jaaye gaa... :cc:
thnx... for ur concern...
as i m new born in urdu designing n ... urdu writing ... so need correction all the time... :) :cc:
thnx to like it... khush rahye.. i ll the word soon...inshaAllah... :rose
:lpop:
Comment
Comment