Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

A ghazal Of MOhsan naqvi ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • A ghazal Of MOhsan naqvi ..





  • #2
    Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

    salaam Gul saaHiba,

    aapkii pesh-kash nazaar navaaz huii. Hasb-e-ma'mool 'aks laa-jawaab hai jis meN jaazbiyat ba darja-e-atam hai. par, afsos ke saath arz kar rahaa huN k Ghazal koii Khaas nahiiN. jadeediyat se bhari hai aur Ghair maanoos moHaavaraat, talmeeHaat, iste'aaraat must'amil huye haiN. shaayad yeh merii jadeed tarz-e-shaa'irii se naa-waaqfiiyat hai. ba-har kai'f 'aks pasand aayaa. shukria. :)

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment


    • #3
      Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

      yeh Shairi Jadeed nahi :)..

      Iss mein Jo B isteaaray Musta`mil Howay hein ...
      aik Buhat achi shairy ka aNdaaz hein
      Yeh alag baat hai k aap Ko Waqfiyat nahi :)

      Dar asal hum urdu poetry ko
      sirf Mushkil alfaaz Ka istemaal samjhtay hein
      Jab k ...aaj ki poetry nay har Tarz ko apnaya hai !
      Urdu Poetry sirf Alfaaz ka ejtema`a hee nahi ....
      EHsaass ka Andaaz Bhee hai ...
      Bulkeh sirf Alfaaz ko agar istemaal kiya ja-ay aur onn mein
      Ehsass nahi ho ...Tu ...WO poetry aik dum Khoakhli hoti hai

      Kher..!!!!!!!!!!!!!
      Shukriya :)

      Comment


      • #4
        Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

        Waah bahot khoobsurat design kiya hai
        khas taor per frame zabrdast banay hai
        Aur poetry ka intkhab to aap ka hota he lajwab hai
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

          Buhat Shukriya . Wasi ...Mohsan naqvi Ki poetry hai hee zabardast ! ...!

          Thanx ...:)

          Comment


          • #6
            Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

            Originally posted by Gul View Post
            yeh Shairi Jadeed nahi :)..

            Iss mein Jo B isteaaray Musta`mil Howay hein ...
            aik Buhat achi shairy ka aNdaaz hein
            Yeh alag baat hai k aap Ko Waqfiyat nahi :)

            Dar asal hum urdu poetry ko
            sirf Mushkil alfaaz Ka istemaal samjhtay hein
            Jab k ...aaj ki poetry nay har Tarz ko apnaya hai !
            Urdu Poetry sirf Alfaaz ka ejtema`a hee nahi ....
            EHsaass ka Andaaz Bhee hai ...
            Bulkeh sirf Alfaaz ko agar istemaal kiya ja-ay aur onn mein
            Ehsass nahi ho ...Tu ...WO poetry aik dum Khoakhli hoti hai

            Kher..!!!!!!!!!!!!!
            Shukriya :)


            mere Khayaal se "pasand apnii apnii, Khayaal apna apna" kaa misaaq saadqi aataa hai. aisii shairi kisii ko pasand aatii hai kisi ko nahiiN...vaise kuchh shaayar hote ahin jo sadiyoN tak jinkaa naam chaltaa hai kuchh hote ahiN jinkaa naam unke dunyaa se jaane ke bad jald hii miT jaate ahin...yeh sab bas shairi kaa nizaam hai...sabhi ko mauq'e milte ahiN...hai na? sorry if i offended u in anyway...i just tried to discuss and not just passively praise the poetry...right? isn't it a healthy trend? :)

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment


            • #7
              Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

              mizaaj ahl emohabbat ka aasmani hai.....wah gul...thats touching..farme ka border achaa laga.:)
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #8
                Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

                great frame work............ with beautiful selection ;rose:
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment


                • #9
                  Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

                  buht khobsorat design kia hai.. yeh ghazal mujhay bay had pasand hai...
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • #10
                    Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

                    kia baat hay janab...maza aa gya.....thanks to u

                    Comment


                    • #11
                      Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

                      very nice

                      Comment


                      • #12
                        Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

                        HAm APKEy ZUOK kU SALAAm krtey hain

                        Comment


                        • #13
                          Re: A ghazal Of MOhsan naqvi ..

                          wow its really great work

                          Comment

                          Working...
                          X