Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aurat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aurat

    Apni aik ghazal - benaam-e-Aurat :rose
    Attached Files
    Last edited by Masood; 12 October 2006, 19:17.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Aurat

    Originally posted by Masood View Post
    Apni aik ghazal - benaam-e-Aurat :rose
    Kahan hai ghazal:hhh:
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Aurat

      wow beautiful designing........:thmbup:
      ghazal me bohot mushkil word hai..samagh nahi aae....lekin aap ne lekhi hai,to bohot he ache ho ge.....:eye:
      sigpic


      Comment


      • #4
        Re: Aurat

        bohat khoob designing aur us per aapka kalam :phool:
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Aurat

          Originally posted by Wafa View Post
          wow beautiful designing........:thmbup:
          ghazal me bohot mushkil word hai..samagh nahi aae....lekin aap ne lekhi hai,to bohot he ache ho ge.....:eye:

          Hmm chalein ham school bhi khol letey hain, aap btaein kaun sa lafz samajh nahin aaya ?
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Aurat

            Originally posted by Masood View Post
            Hmm chalein ham school bhi khol letey hain, aap btaein kaun sa lafz samajh nahin aaya ?
            is me to bohot saare lafz samagh nahi aae :embarasse ...rehne de ,its ok....:D
            sigpic


            Comment


            • #7
              Re: Aurat

              wahhhhhhhh baree khoobsurat ia main takhalus masood kion istemal howa hai kia yeh appnay likhi hai

              bohat zabar10

              Comment


              • #8
                Re: Aurat

                Originally posted by <<Muqadas>> View Post
                wahhhhhhhh baree khoobsurat ia main takhalus masood kion istemal howa hai kia yeh appnay likhi hai

                bohat zabar10

                Yeh ji aik be'tuka shair hai Masood uski likhi hui hai :zuban: aur us waqt us ney likhi thi jab uski age 14 yrs thi
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Aurat

                  Originally posted by Masood View Post
                  Hmm chalein ham school bhi khol letey hain, aap btaein kaun sa lafz samajh nahin aaya ?
                  school kholnay se behter hay k aap aasan urdu use kia kijieey ......
                  bhala aap se kis ney kaha bahadur shah zaffar k zamanay ki urdu likhein:a stick: .....bachi becharee ko pareshan ker diya :comfort:
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aurat

                    Originally posted by Masood View Post
                    Yeh ji aik be'tuka shair hai Masood uski likhi hui hai :zuban: aur us waqt us ney likhi thi jab uski age 14 yrs thi
                    oho to ye baytukkay , baydhangay:zuban: :zuban: shair 14 years ki age se hee baabay thay
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aurat

                      Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                      school kholnay se behter hay k aap aasan urdu use kia kijieey ......
                      bhala aap se kis ney kaha bahadur shah zaffar k zamanay ki urdu likhein:a stick: .....bachi becharee ko pareshan ker diya :comfort:
                      BIBI ji abhi to main bohat khiyaal rakhta hoon keh AAP ney parhna hai isi liye hath hola rakhta hoon - warna main to Meer Taqi Meer ki urdu likh sakta hoon :p aur bachi seekhney key liye hi to Pegham per aati hai na - seekh jaey gi :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aurat

                        Originally posted by Masood View Post
                        Yeh ji aik be'tuka shair hai Masood uski likhi hui hai :zuban: aur us waqt us ney likhi thi jab uski age 14 yrs thi
                        14 sal ki umer main itni mushkil ghazal main to 24 sal ki umer main nahi likh pai

                        kia pp baqaida shair hain appki dewan e masood chupa k market main hai main seriously poch rahi hon

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aurat

                          Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                          oho to ye baytukkay , baydhangay:zuban: :zuban: shair 14 years ki age se hee baabay thay

                          Jiiiiiii nahin - yeh betukkey bedhangey shair 12 saal ki umer hi sey likhna shuru ho gaey they :p aap ki tarha nahin - aakhri umer mein aa ker bolney lagi hain :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: Aurat

                            Originally posted by Masood View Post
                            BIBI ji abhi to main bohat khiyaal rakhta hoon keh AAP ney parhna hai isi liye hath hola rakhta hoon - warna main to Meer Taqi Meer ki urdu likh sakta hoon :p aur bachi seekhney key liye hi to Pegham per aati hai na - seekh jaey gi :p
                            Hola hee rakhiey ga hath , werna hamein bharee karna paray ga bailan ya hathora:hathora
                            bachi ko agar aisay sikhaya to bachi phir giyoooo:kr: :kr:
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Aurat

                              Originally posted by <<Muqadas>> View Post
                              14 sal ki umer main itni mushkil ghazal main to 24 sal ki umer main nahi likh pai

                              kia pp baqaida shair hain appki dewan e masood chupa k market main hai main seriously poch rahi hon

                              Nahin Muqadas - main ney kabhi koi kitaab nahin likhi - siraf apni website Bismillah @ Shab-o-Roz - Tariq Maqsood's HomePage sey aaghaz kiya tha aur ab mera aksar kalaam Pegham key is section mein mojood hai agar aap nazar sani karna chahein to:

                              http://www.pegham.com/masood/
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X