Apni aik ghazal - benaam-e-Aurat :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Aurat
Collapse
X
-
Re: Aurat
Originally posted by Wafa View Postwow beautiful designing........:thmbup:
ghazal me bohot mushkil word hai..samagh nahi aae....lekin aap ne lekhi hai,to bohot he ache ho ge.....:eye:
Hmm chalein ham school bhi khol letey hain, aap btaein kaun sa lafz samajh nahin aaya ?tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Aurat
Originally posted by <<Muqadas>> View Postwahhhhhhhh baree khoobsurat ia main takhalus masood kion istemal howa hai kia yeh appnay likhi hai
bohat zabar10
Yeh ji aik be'tuka shair hai Masood uski likhi hui hai :zuban: aur us waqt us ney likhi thi jab uski age 14 yrs thitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Aurat
Originally posted by Masood View PostHmm chalein ham school bhi khol letey hain, aap btaein kaun sa lafz samajh nahin aaya ?
bhala aap se kis ney kaha bahadur shah zaffar k zamanay ki urdu likhein:a stick: .....bachi becharee ko pareshan ker diya :comfort:sigpic
Comment
-
Re: Aurat
Originally posted by Eshaa_wellwisher View Postschool kholnay se behter hay k aap aasan urdu use kia kijieey ......
bhala aap se kis ney kaha bahadur shah zaffar k zamanay ki urdu likhein:a stick: .....bachi becharee ko pareshan ker diya :comfort:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Aurat
Originally posted by Masood View PostYeh ji aik be'tuka shair hai Masood uski likhi hui hai :zuban: aur us waqt us ney likhi thi jab uski age 14 yrs thi
kia pp baqaida shair hain appki dewan e masood chupa k market main hai main seriously poch rahi hon
Comment
-
Re: Aurat
Originally posted by Eshaa_wellwisher View Postoho to ye baytukkay , baydhangay:zuban: :zuban: shair 14 years ki age se hee baabay thay
Jiiiiiii nahin - yeh betukkey bedhangey shair 12 saal ki umer hi sey likhna shuru ho gaey they :p aap ki tarha nahin - aakhri umer mein aa ker bolney lagi hain :ptumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Aurat
Originally posted by Masood View PostBIBI ji abhi to main bohat khiyaal rakhta hoon keh AAP ney parhna hai isi liye hath hola rakhta hoon - warna main to Meer Taqi Meer ki urdu likh sakta hoon :p aur bachi seekhney key liye hi to Pegham per aati hai na - seekh jaey gi :p
bachi ko agar aisay sikhaya to bachi phir giyoooo:kr: :kr:sigpic
Comment
-
Re: Aurat
Originally posted by <<Muqadas>> View Post14 sal ki umer main itni mushkil ghazal main to 24 sal ki umer main nahi likh pai
kia pp baqaida shair hain appki dewan e masood chupa k market main hai main seriously poch rahi hon
Nahin Muqadas - main ney kabhi koi kitaab nahin likhi - siraf apni website Bismillah @ Shab-o-Roz - Tariq Maqsood's HomePage sey aaghaz kiya tha aur ab mera aksar kalaam Pegham key is section mein mojood hai agar aap nazar sani karna chahein to:
http://www.pegham.com/masood/tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment