Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kash Pochoo K Mudha Kia Hai



  • #2
    Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

    Assalaam-0-Alaikom:rose
    :welcome: in designed section.....buht khushi hoi itna piyaara image dekh kar
    a complete image...with ...beautifulll border....composing.....:phool:
    lakin aap nay sher change kar diyaaa:)
    :
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #3
      Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

      Originally posted by Rida View Post
      Assalaam-0-Alaikom:rose
      :welcome: in designed section.....buht khushi hoi itna piyaara image dekh kar
      a complete image...with ...beautifulll border....composing.....:phool:
      lakin aap nay sher change kar diyaaa:)
      :
      Walekum Sallam
      Shukria aap ne passand kia
      shair k change karne se aap ka kia matlab hai ???

      Comment


      • #4
        Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

        "hum Bhi Mun Mein Zuban Rakhte Hain
        Kash Poocho Ke Mudhaa Kaya Hai"


        Comment


        • #5
          Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

          Ok Mr. Shahkeel
          lekin main ne jis kitab se lia hia uss main aisa hi likha hia
          koi baaat nahin sayed galti ho gai
          thanks for locating my error

          Comment


          • #6
            Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

            Originally posted by cute_charming786 View Post
            Ok Mr. Shahkeel
            lekin main ne jis kitab se lia hia uss main aisa hi likha hia
            koi baaat nahin sayed galti ho gai
            thanks for locating my error
            Yeh ghalib ki bohat mashoor ghazal hai. sorry mein ne bhi ghalat likh diya tha. ab poori ghazal post kar raha hun.
            Attached Files


            Comment


            • #7
              Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

              bata dain pher kia mud'a hay..........hum b sun lain

              Comment


              • #8
                Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

                beautiful designing cute charming......keep designing ,waiting for more......:phool:
                sigpic


                Comment


                • #9
                  Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

                  Originally posted by shakeeel View Post
                  Yeh ghalib ki bohat mashoor ghazal hai. sorry mein ne bhi ghalat likh diya tha. ab poori ghazal post kar raha hun.

                  Great shairing
                  acha iss ka matlab hai main ne sahi likha tha
                  bas rakhta ki jaga rakhti ki
                  aur wo main ne jan bojh kar ki thi
                  great mr. shkeel aap to bohat taiz ho
                  nice to meet u

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

                    Originally posted by Khalil View Post
                    bata dain pher kia mud'a hay..........hum b sun lain

                    Ghalib ka shair hai un se pochain bata dean gay

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

                      Bohat khushi ho rahi hai aap ki designing dekh ker aur hamein aap sey bohat kuchh seekhney ko mila ga ... Shair - jaisey keh Shakeel bhai ney kaha - drust nahin.

                      Main ney bhi aisi bohat sari kitabein dekhi hain jin mein NAAM NEHAAD (zabardasti key shoraa) ney jaaney pehchaney shoraa key kalaam ko tabdeel kar key apney naam sey shaya karwaya hai - main aisi kitabon ki tasdeeq per shak rakhta hoon. Hamein aisey logon ki hosla'shikni karni chahiye jo ustadon key kalaam ko apney naam sey shaya karwatey hain...

                      Ghalib ka shair:

                      Main bhi munh mein zubaan rakhta hoon
                      kaash poocho keh mudda kya hai
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

                        Originally posted by Wafa View Post
                        beautiful designing cute charming......keep designing ,waiting for more......:phool:
                        Thanks sweetoo
                        and welcoem in my thread

                        Comment


                        • #13
                          Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

                          Originally posted by Masood View Post
                          Bohat khushi ho rahi hai aap ki designing dekh ker aur hamein aap sey bohat kuchh seekhney ko mila ga ... Shair - jaisey keh Shakeel bhai ney kaha - drust nahin.

                          Main ney bhi aisi bohat sari kitabein dekhi hain jin mein NAAM NEHAAD (zabardasti key shoraa) ney jaaney pehchaney shoraa key kalaam ko tabdeel kar key apney naam sey shaya karwaya hai - main aisi kitabon ki tasdeeq per shak rakhta hoon. Hamein aisey logon ki hosla'shikni karni chahiye jo ustadon key kalaam ko apney naam sey shaya karwatey hain...

                          Ghalib ka shair:

                          Main bhi munh mein zubaan rakhta hoon
                          kaash poocho keh mudda kya hai
                          Masood bahi ne bilkul sahi kaha
                          aisay shora ko saza deni chaye...aur pakistan art concil ko
                          ye ikdam karna chaye k kissi bhi book ko register hone se pehlay tasdeeq
                          aur register karwana chaye agar to wo book local satah par ho rahi hai
                          bhi locally art concil ko apna kirdar ada karna chaye
                          lekin agar wo book mulki sath par ho rahi hai to phir uss ko register aur
                          proof reading zaroor hone chaye
                          aur mere kia main aisa ho sakta hia kion k abhi pakistan main
                          daily itni taddad main book nahin shaea ho rahi k un ki proof reading na ki ja sake

                          bohat achi baaat ki Masood bahi aap ne
                          aur bohat acha point out kia hai aap ne khushi hoi

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

                            Originally posted by cute_charming786 View Post
                            Masood bahi ne bilkul sahi kaha
                            aisay shora ko saza deni chaye...aur pakistan art concil ko
                            ye ikdam karna chaye k kissi bhi book ko register hone se pehlay tasdeeq
                            aur register karwana chaye agar to wo book local satah par ho rahi hai
                            bhi locally art concil ko apna kirdar ada karna chaye
                            lekin agar wo book mulki sath par ho rahi hai to phir uss ko register aur
                            proof reading zaroor hone chaye
                            aur mere kia main aisa ho sakta hia kion k abhi pakistan main
                            daily itni taddad main book nahin shaea ho rahi k un ki proof reading na ki ja sake

                            bohat achi baaat ki Masood bahi aap ne
                            aur bohat acha point out kia hai aap ne khushi hoi
                            Merey paas aik kitab hai 3003 Ashaar - uski proof readin Mohsin Bhopali sahib (aik shaair) ney ki hai (naam unka likha hwa hai keh unhon ney ki hai ab Allah janey). Us mein la'tadaad ghaltiyaan hain aur kaii shoraa ka kalaam kaii doosrey shoraa key naam key saath likha huwa hai - kaii shoraa ka kalaam ghalat likha huwa aur main sochta hoon keh yeh meyaar hai hamarey haan ilm ka? :mm:
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kash Pochoo K Mudha Kia Hai

                              han behan kia mudah hai bhi pata too chalay

                              Comment

                              Working...